Showing posts with label Tips & Tricks. Show all posts
Showing posts with label Tips & Tricks. Show all posts

Saturday, 15 December 2018

how to take screenshot in pc

December 15, 2018 0
how to take screenshot in pc
ager ap bi apny pc par screenshoot lena chah rahy hae or apko nahi pta how to take screenshot in pc to bany rahy is post ky sath kio ky ajj main apko btany ja raha hoon how to take screenshot in pc wo bi bikul free main bagair kisi software ky .

Method how to take screenshot in pc 
is kaliye apko karna kiya hae bus apny pc ky keyboard sae sirf 3 button press karny hae or ap boht asani sae apny pc par screenshot ly saky gye.
apko apny keyboard sae ek hi dafa press karny hae to apki screenshot ho jaye gii ,bilkul free main,
Ameed hae ky apko trick samj main a gaii hogii ager samj lag gaii ho to please ek axha sa comment lazmi chood aye or apny dosto ky sath is trick ko lazmi share kry,Thanku

Thursday, 6 December 2018

how to make a flash drive bootable

December 06, 2018 0
how to make a flash drive bootable
Ager ap bi janana chatty hae ky  how to make a flash drive bootable to ap bilkul Sahi Jaga par aye he .aj main apko is bary main btany ja raha hoon ky how to make a flash drive bootable
.tu uskaliye  sub sea pehly apko ek software install karna pary ga .jis link apko nechy mil Jaye ga.
yu  Karty hae start.

Guiding Video


Screenshots
Download karny ky baad apko Ek asi file Miley  .jis ko simply extract Kar Lena hae..
Extract krny ky baad yeh ek software type file mily gi jis ko simply open kar lena ahe

Right-click kar ky open kar Lena hae

Ji's ka interface is type ka show ho ga.
Ab apko Karna Kiya ahe ky ek ISO file dhondni hae .jis window ko abb flash drive main bootable bnana chahty hae uski ISO file.Ager apko window 10 ki iso file chahy to mery blog ki Software wli catagery py ja kar ap isko asani sae download kar sakty hae.
Asa interface tab show hoga  jab ap apny PC ky sath Flash drive connect Nahi kry gye.

Or jab ap apny PC ky sath Apni flash ko connect kar lety hae to is tarha ka interface show hoga.Jis ko screen shoots main explain kar diya gya hae.
 Ap ny is main  kuch bii change nahi krna .simple apni flash ko connect krna hae or SELECT button par click kar ky apni ISO file ko select kar lena hae or simple START pr click kar dena hae,
Apni iso ko select kar lena hae .Jaha apny raki ho gi.


simple ager GTP select hae to usko change kar ky MBR kar dena hae or ager ap ,flash ka namr change karna chahty hae to.volume ky nechy jo bi likha hae usko rename kardena  bus or start par click kar dena ahe,

Bus is simple sae triqy sae ap boht hi asani sae apni flash drive ko bootable bna sakty ho.
Ameed hae ky  apko  yeh trick samj a chuki hogi .Ager yeh trick achi lagi ho to post ky nechy ek comment lazmi kar dey,or is trick ko apny dosto ky sath bi zarur share kry .Thanku.

Requirements
  • Ek minimum 8 GB ki flash drive
  • Ek window ki ISO file.
  • Ek Rufus software

Software ko download kary kaliye software category main Jaye or download kry  .thanku

Rufus download 

Tuesday, 4 December 2018

how to activate windows without product key

December 04, 2018 0
how to activate windows without product key 
Ager ap bi apni window ko activate karna chah rahy hae .Or ap kar nahi pa rahy to yeh post apkaliye hi hae kio ky ajj ki is post main main apko isi Topic ky bary main btany ja raha hoon .
Jis ko parny ky baad ap khud apni Window ko activate kar paoo gye bagair kisi Softwear Or Product key ky g ha bilkul .
Tu uskaliy sub sae pehly apko nechy Download link par click kar ky apni ek file download kar ly .jis ko extract kar ky ap boht hi asani sae apni window ko activate kar sakty ho .nechy kuch screenshoots dekhny ko mil jaye gye yah phir Video sae guid hasil kar sakty ho ky ap usko kesy run kar sakty hae.

                 Guiding video



Screenshoot
Sub sae pehly jab ap downlod link par click kro gye to apko ek asi file mily gii . 

Jis par right click kar ky ap usko simply extract kar sakty ho .


Jab ap us file ko extract kar lo gye to apko ek file type mily gi 

Jis par simply right click kar ky RUN AS ADMINESTRATER select kar ly or click kar dy .Click karny ky baad apka CMD open ho jaye ga or automaticaly run hona start kar dy ga or 2,3 min main apki Window activate kar dy ga .


Ap screenshoot main dekh hi sakty hae ky meri window to activate ho chuki ab ap bi try kry or enjoy kry.


Ameed hae ky apko yeh trick boht passand aye gii .Ager yeh trick achi lagye to post ky nechy ek comment lazmi kar dy .or is trick ko apny dosto ky sath bi lazmi share kry.Thanku

Download Link



how to activate camtasia studio without product key

December 04, 2018 0
how to activate camtasia studio without product key

Ager ap bi janna chahty hae key Camtasia studio ko kesy activate kar sakty hae .to yeh post apkaliye hi hae .
Ager ap bi janna chahty hae key camtasia studio ko kis tarha activate karty hae to is post ko last tak zarur read kary .kio ky Aj main apko isi bary main btany ja rha  hoon ky ap konsi trick istmal kar ky camtasia studio ko activate kar sakty hae .wo bi bagair kisi product key or Purchase karny ki .jii haa ap bilkul is trick ki madad sae camtasia studio ko activate kar sakty hae.



simply jab ap nechy DOWNLOAD par click kro gye to apko ek ZIP file mily gi .


Is zip file ko ap simple right click kar ky extract kar ly .jaha ap is ko save krna chahty hae.


Jab ap extract kar ly gye to apko ek simple file mily gi .jis ko apny copy karna hae .or jaha ap ka CAMTASIA STUDIO instal hae waha paste kar dena hae .


copy kar ky camtasia studio jaha instal hae waha paste kar dena hae.

Nechy screenshoot ko follow kry .or file ko paste kary.


Paste karny ky baad ap apna PC restart kar ly or phir camtasia studio ko open kar ky dekhy to yaqeen hae ky wo activate ho chuka hoga .


Ameed hae ky apko yeh post zarur pasand aii hogi .ager pasand aii hae to ek comment lazmi kar dy or is post ko apny friends ky sath lazmi share kary.Thanku



Download file 




December 04, 2018 0