what is Google Question Hub and how to use it explain in urdu
Google Question Hub kiya hae is ky kiya faidy hae or yeh kis cheez kaliye istmal hoti hae.ajj jany gye hum Google Question Hub yeh sub information wo bi full detail main.![]() |
| what is Google Question Hub and how to use it explain in urdu |
Google Question Hub kiya hae
![]() |
| what is Google Question Hub and how to use it explain in urdu |
Google Question Hub kam kesy karta hae
massal ky toor par ager main google par search karta hoon (what is leptop gaget) ager google ky pass iska jawab nahi hoga . to wo is sawal ko Google Question Hub main daal dy ga ,or phir jin logo ka Google Question Hub par account hoga . wo akar us sawal ka jawab dye gye ,phir google uska jawab user ko show kary ga .yehi sub hae Google Question Hub funda.or is tarha google boht asani sae . apny users ko har sawal ka jawab dy saky ga.matlab show kar saky ga.Google Question Hub par account bnany ky faidy
Ager ap ek blogger ho or apko tech yah jis cheez par apka blog hae uska full illm hae .To ap Google Question Hub par apna account lazmi bnao. kio ky ager apky pass blog likhny kaliye koi idea nahi hae . yeh mil nahi raha ap simple is ko login kar ky apni catagory select kar ky .wo tmam question read kar sakty ho j. is ky bary main log boht ziyada search kar rahy hae.Is tarha ap apny blog kaliye achy sae achy topic talash kar sakty ho.- Apna topic search kar sakty ho.
- wo sub jaan sakty ho ,jo log is waqt sub sae ziyada google par search kar rahy hae.
- ap is sae backlink bi ly sakty ho.ager ap kisi question ka answer dety ho .
- to us main apny kisi blog post ka link dy kar asani sae backlink ly sakty ho.
- Logo ky ideas ko samj sakty ho.
- Apny blog posts ko rank karwa sakty ho.seo kar sakty ho
Google Question Hub account kesy bnaye
Apko simple google main search karna hae .or iski offical website par chaly jana hae ,registration form fill karna hae . sub sae ahm baat is par account bnany kaliye apki ek website lazmi honi chahye.![]() |
| what is Google Question Hub and how to use it explain in urdu |
simple form ko fill karny ky baad done par click karna hae .form submit karny ky baad 1,2 din main apki request accept kar li jaye gi . jis ky baad apka is par account confirm kar diya jaye ga. Or phir ap jab chaho apny gmail account hae signin kar sakty ho. To ab apko pta lag hi gya hoga ky Google Question Hub kya hae ,yeh kesy kaam karti hae or is ky kiya kiya faidy hae. Ager post achi lagye to ek comment lazmi kar dena .Thanku









































