Showing posts with label Blog. Show all posts
Showing posts with label Blog. Show all posts

Saturday, 12 January 2019

what is Google Question Hub and how to use it explain in urdu

January 12, 2019 0

what is Google Question Hub and how to use it explain in urdu

Google Question Hub  kiya hae is ky kiya faidy hae or yeh kis cheez kaliye istmal hoti hae.ajj jany gye hum Google Question Hub yeh sub information wo bi full detail main.


what is Google Question Hub and how to use it explain in urdu
what is Google Question Hub and how to use it explain in urdu

Google Question Hub kiya hae

what is Google Question Hub and how to use it explain in urdu
what is Google Question Hub and how to use it explain in urdu

yeh ek google ki hi website hae ,jo ky abi fully toor par launch nahi ki gai. Is ka sirf beta version avalibe hae ,or baqi is par abi searches chal rahi hae. apko pta hi hae ky google ek asa platform hae jis par daily lagbag croro main searches hoti hae jin main 15/20 % asi searches hoti hae . jin ki detail google ky pass bi nahi hoti .matlab unknown ,abb google kiya kar raha hae ky. Google Question Hub website launch kar raha hae ,jis sae google main jo bi unkonwn search hogi . uska answer Google Question Hub main diya jaye ga . wo is tarha jessy log blog bna kar us main posts karty hae . Google Question Hub main log apna account bnaye gye .or google par asa jo bi sawal search kiya gya hoga jis ka jawab google ky pass nahi ,us sawal ka jawab dy gye. herran mat hoye iski bi detail btata hoon.

Google Question Hub kam kesy karta hae

massal ky toor par ager main google par search karta hoon (what is leptop gaget) ager google ky pass iska jawab nahi hoga . to wo is sawal ko Google Question Hub  main daal dy ga ,or phir jin logo ka Google Question Hub  par account hoga . wo akar us sawal ka jawab dye gye ,phir google uska jawab user ko show kary ga .yehi sub hae Google Question Hub  funda.or is tarha google boht asani sae . apny users ko har sawal ka jawab dy saky ga.matlab show kar saky ga.

Google Question Hub par account bnany ky faidy

Ager ap ek blogger ho or apko tech yah jis cheez par apka blog hae uska full illm hae .To ap Google Question Hub par apna account lazmi bnao. kio ky ager apky pass blog likhny kaliye koi idea nahi hae . yeh mil nahi raha ap simple is ko login kar ky apni catagory select kar ky .wo tmam question read kar sakty ho j. is ky bary main log boht ziyada search kar rahy hae.Is tarha ap apny blog kaliye achy sae achy topic talash kar sakty ho.
  • Apna topic search kar sakty ho.
  • wo sub jaan sakty ho ,jo log is waqt sub sae ziyada google par search kar rahy hae.
  • ap is sae backlink bi ly sakty ho.ager ap kisi question ka answer dety ho .
  • to us main apny kisi blog post ka link dy kar asani sae backlink ly sakty ho.
  • Logo ky ideas ko samj sakty ho.
  • Apny blog posts ko rank karwa sakty ho.seo kar sakty ho

Google Question Hub account kesy bnaye

Apko simple google main search karna hae .or iski offical website par chaly jana hae ,registration form fill karna hae . sub sae ahm baat is par account bnany kaliye apki ek website lazmi honi chahye.

what is Google Question Hub and how to use it explain in urdu
what is Google Question Hub and how to use it explain in urdu

simple form ko fill karny ky baad done par click karna hae .form submit karny ky baad 1,2 din main apki request accept kar li jaye gi . jis ky baad apka is par account confirm kar diya jaye ga. Or phir ap jab chaho apny gmail account hae signin kar sakty ho. To ab apko pta lag hi gya hoga ky Google Question Hub kya hae ,yeh kesy kaam karti hae or is ky kiya kiya faidy hae. Ager post achi lagye to ek comment lazmi kar dena .Thanku

Thursday, 10 January 2019

What is DMCA |How protect your content from copyright

January 10, 2019 0

What is DMCA |How protect your  content from copyright

What is DMCA |How protect your content from copyright ager ap bi janna chahty hae .What is DMCA |How protect your content from copyright to bany rahy is post ky sath kio ky aj main apko isi bary main btany walla hoon ,Ky ap apny content ko copy hony sae kesy bacha sakty ho. kio ky apko pta hae boht sary log dusro ka content copy kar ky apni website par post karty hae. abb isi sae bachny kaliye main apko ek tareeqa btao ga jis ko istmal kar ky ap, boht asani sae apny content ko mehfooz kar sakty ho. Chlo jaan lety hae us tareeqy ko.

What is DMCA |How protect your  content from copyright
What is DMCA |How protect your  content from copyright

DMCA kiya hae

"Digital Millennium Copyright Act"
Jii ha DMCA ek asi website hae jis ko istaml karty hoye ap apny content ko copyrighter sae mehfooz kar sakty hoo. DMCA apko ek code deta hae jo html main hota hae apko simple usko copy karna hae or apni website main add karna hae. Read also>What is seo| how seo work full explain bus baqii sara kam DMCA website ka hae .  
What is DMCA |How protect your  content from copyright
what is DMCA| how protect your content from copyright

jab ap is website ko open karo gye to sub sae pehly ap isko sign-up/Registre kar ly .
Register karny ky baad ,sign-in kar ly or phir Badage par click kaar ky apna protection code hasile kary .
Code leny ky baad simple usko apni website yah blog main add kardy ,
Ager ap blogger par connect karna chah rahy hoo.
To code ky nechy apko add to blogger nazar a raha ho ga simple us par click kar ky .
apny blog sae connect kar ly ,apko simple click karna hae .
DMCA autometic apky blogger sae connect ho jaye ga.
Ab jab bii koi apki post/content ko copy kary ga to DMCA auto detect kar ly ga .Or ap simple DMCA ky dashbord main ja kar usko block akr sakty ho.
What is DMCA |How protect your  content from copyright
What is DMCA |how protect your content from copyright

Block karny ky baad wo apka content use nahi kar paye ga.
Yeh ek boht hi achi cheez hae ap bi isko apny blog/website main lazmi istmal kary.Taky ap bi apny content ko mehfooz kar pao.or koi bi spammer usko use/copy na kar paye.
What is DMCA |How protect your  content from copyright
What is DMCA |How protect your  content from copyright

Website

DMCA

Last

Ammed hae ky apko yeh post lazmi pasand aye gi . Ager post achi lagye to ek comment lazmi kar dena ,bus.Thanku

Wednesday, 9 January 2019

How to get new ideas to write blog posts

January 09, 2019 0

How to get new ideas to write blog posts

How to get new ideas to write blog posts. ajj hum is topic par baat karny wally hae.kio ky boht sary log blog to bna lety hae phir unko, posts likhny kaliye koi,idea nahi milta bus 2,4 posts likh kar,bus hojatii hae .abb unkaliye main ly kar aya hoon. kuch assi ways jin ky zariye ap asani sae new topic choose kar sakty ho.jis par ap apni new post likhny wally hoo,
 how to get new ideas to write blog posts

Best methods to get new ideas

Abb main ap sae share karny walla hoon .best methods to get new ideas to write blog posts. follow kro mery nechy diye gye points ko ,or daily basise par apny blog ko update rakho.

Websites to get new ideas

Quora

  How to get new ideas for blog post


Gii ha Quora ek assi website  hae .jis pr login hony ky baad ap boht asani sae yeh jaan sakty ho .ky log ajj kal kis cheez /topic ky bary main search kar rahy hae,Kio ky is website par log ,apny swalo ko post karty hae. ,or joo log unka jawab janty hae wo akar ,apni website ky posts ko unky comment main share karty hae . is tarha jawab bii dy diya jata hae. Or apni website par traffic bi lii jatii hae.is tarha backlink bi create hojata or seo bi hojati,What is seo ?,     

Reddit

 how to get ideas to write blog post

  Reddit bi same Quora ki tarha hi kam karta hae,matlab is par bi ap koi bi topic search kar sakty ho. ager apky zeehan main koi topic nahi .to ap simple ap isko open karo,or joo topic sub sae opper ho us par apny blog par post likh sakty ho. kio ky reddit main jis post par sub sae ziyada comments,or views hoon wo top py a jata hae ,or ager ap us topic par post likhty ho.

Suggestion

to hosakta hae ky apki wo post jaldi rank kar jaye,kio ky artical ka topic usi waqt apkaliye impotrent ho sakta hae. jab wo google main bi rank kary.apko seo friendly post likhni hogi ager ap any us topic ko rank karwana chahty ho,kio ky ager acha topic ho. phir usko achi tarha hi likhna pary ga,tabhi wo rank kary ga,How write seo friendly artical? or likho seo friendly artical.

Blogs

Blogs matlab dusro ky blog ko ja kar dekho ky wo kis cheez par posts likh rahy hae. ap uder sae bi apna ek topic choose kar sakty ho.lekin apko same unka hi topic copy nahi karna. apko apna alag sae us topic par keyword search karna hae,or us par post likhni hae.Ap ny sirf idea lena hae ky wo kiya new ly kar a rahy hae bus.Check my  blog

Newspaper 

Newspaper jii hae google par ap online newspaper read kar sakty ho.or dekh sakty ho ky kiya new cheez aii hae yah any wali hae . phir usko google kar ky us par puri post likh sakty ho,ziyada tar blogger yehi trick istmal karty hae. wo allag sae ghar par newspaper lagwaty hae or usko daily basis par read karty hae.us sae idea ly kar posts likhty hae.

Google trend

Jii ha google trend jo y ek google hi ki website hae . ap is par ja kar bi boht asani sae jo bi topic search karna chahy kar sakty hae free of cost.Yeh apko uski puri update dy ga . jessy searching ky is topice par monthly kitni searches ati hae.Matlab full seo btaye ga .Ap bi isko free main use kar sakty ho.google trend website

 How to get new ideas for blog post

Social media

Social media ek asa plat form hae jis par rozana koi new cheez add hoti hae . or kuch new dekhny ko milta hae,ap ny apni facebook yah twitter par boht sari assi posts dekhi hogni. jin main btaya gya hota hae. key ajj is company ny yeh cheez launch ki hae yah launch krny wali hae . ap is sae bi apni blog posts ka idea ly sakty ho,or posts likh sakty ho.best social media facebook

youtube

Youtube ka to apko pta hi hoga. ek boht hi baada platefrom hae. jis par log seconds main janny kitni videos update karty hae . jo ky unlimited topics par hoti hae .ap waha sae bi apni blog posts kaliye idea ly sakty ho,how make money from youtube ?

Comments

Ager ap pehly hi tech yah kisi bi toppic par posts likh rahy ho .or log usko read kar rahy hae to .Un posts ky nechy log apny kuch sawal bi chood jaty hae. jessy ager app blog ki seo par topiic likh rahy ho or logo ko blog ka nahi pta to wo us post ky nechy yeh zaroor comment kary gye what is blog? matlab ek pura topic ap is par post likh sakty ho.

Finall words

Ager apko in sub method ky baad bi koi problem hae. to ap mujy comment section main bta sakty ho.Main apki puri maddad karny ko tyar hoon.Thanku

Thursday, 3 January 2019

how to create blog on blogger in hindi

January 03, 2019 0
how to create blog on blogger in hindi
how to create blog on blogger in hindi.ager ap bi janna chahty hae ky how to create blog on blogger in hindi to yeh post apkaliye hi hae kio ky ajj hum yehi janny gye how to create blog on blogger in hindi free ,to banny rahy is post ky sath or janiye how to create blog on blogger in hindi free main full detail ky sath urdu main.
 blogger logoWhat is blogger ?
blog banny sae pehly apko is baat ka pata hona chahiye ky akhir blogger iya hae,
blogger ek asi website hae jis par,ap free main apna blog/website bna sakty hae.ager ap dusri websites yani (wordpress,wix) jessi to apko hosting or domain buy karna parta hae ,lekin blogger par asa koi masla nahi hae ,kio ky blogger apko hosting or domain free of cost frahaam karta hae,
is par app apni marzi sae jessa chahy blog bna sakty ho,or free main earning kar sakty ho,
bus yehi hae blogger.or abb hum jannny gye how to create blog on blogger wo bi free main,
Explain how to create blog on blogger in detail
Method for blog create:
1
pehly to app google main ja kar (www.blogger.com) search kro or iss page par ajao.simple
any key baad top right side par apko (sign-in )ka option nazar a raha hoo ga uspar click karo
 how create blog on blogger

2                                                                               
 how to create blog on bloggersimple sign-in par click karny ky baad ap apny gmail account ky sath login ho jaye.ager apka gmail account sign-in hae to its ok.or agye dekhy .or ager sign-in nahi hae to nechy pic ko dekh kar sign-in kar ly ,or ager apka gmail account nahi hae to nechy use another account py click kar ky new account bna ly boht asani sae.


                                                                                                                                                                      
                    sign-in hony key baad apky pass ek asaa inter face dekhny ko mily ga.                                                   

 how create blog on blogger
is main app jiss name ka blog profile bnana chah rahy hae ,wo name type kar dye jessy (hellow,name) wagera,ager ap professional blog bnan chah rahy hae to same wohi name type kary jo ap chah rahy hae,yeh name sirf ap ki blog detail py show hoga ,jessy facebook par profile hoti hae same blogger par bi bandy ki profile hoti hae,bus yehi jo name ap yaha type kary gye wo apki blog profile py show ga,iss ka koi faida to nahi hae bus formality puri hoti hae, ameed hae samj a gai hogi.

                                                                                                                                                 
abb ap ny apni profile bi bna lii ,    or abb bari hae blog create karny ki ,ab hmara main step start hota hae, 
                                                                                                                                            

 how create blog on blogger
picture main app dekh sakty ho ky ap ko 2 jagha par create blog or new blog ka option show ho raha hae ,ap kisi bi ek par click kar ky blog create kar sakty ho,abb simple ap ny create new blog par click karna hae ,or next a jana hae,

5                                                                                                                                                          ab apky pass kuch aesa interface show hoga ,is main hmara main kam start hota hae ,matlab is main ap apni blog/website ka name choise kro gye jo app rakhna chah rahy ho,     


 how create blog on blogger
picture main mainy khud sae farzi name put kiye hae samjhany kaliye,ap wohi name type kro gye jo ap apny blog ka rakhna chah rahy hae, or name ky baad nechy ap uska domain type kro gye jis name/cheez par ap apna blog bna rahy ho wohi name nechy type kary,ager wo avaliable hoa to wo blogger apko bta dy ga or ha ager wo doamin avaliable na hoa to apko name change kar ky dubara try karna hoga,yehi iska domain hoga jesyy ky(www.shahzadch.xyz) .or inn sab ky bad  apko nechy theme ka option milta hae ,ap apni marzi ki theme select kar sakty ho yah phir google sae boht achi themes mil jati hae waha sae download kar sakty ho yah phir themes free download par click kar ky download kar sakty ho.

6  
bus hmara kam khatam apka blog ready hae,abb ap is main achi achi posts daal kar is sae earning bi karsakty ho,ager ap seo friendly posts lkhty ho to wo boht jaldi google main rank hojaye ga or ap ka blog google main rank kar jaye gae or ap ziyada earning kar pao gye, ,ager ap janna chahty hae ky seo friendly posts kesy likhty hae to nechy click kar ky asani sae jaan sajty ho.
 how create blog on blogger
to ajj hum ny jana how to create blog on blogger free main,
bus ajj ki post ider hi end karty hae,ameed karta hoon ky apko post pasand aye gi ,ager post achi lagye to ek comment lazmi kar jana,or apny dosto ky sath lazmi share karna,Thanku.
also read other articals:
5 best blogger templates

Thursday, 13 December 2018

best blogger seo settings

December 13, 2018 0
best blogger seo settings
best blogger seo settings ager ap bi jannna chahty hae ky hum apny blogger main best blogger seo settings kesy kary jis sae apki traffice bi increase ho .to bany rahy is post ky sath kio ky aj main apko is post main yehi btany ja raha hoon ky ab best blogger seo settings kesy kar sakty hae apny blogger main , tu bina waqt ziya kiya start kar lety hae.

 best blogger seo settings

Explain best blogger seo settings with images
Screenshots
best blogger seo settings
Firstly apko apny blog kaliye ek title jo ap rakhna chahty hae wo choise kar ly ,or nechy description jo sirf 100 words par shamil honi chahiye write karni hae jo ky google search main apky blog ko explain kary gi .

 best blogger seo settings
title or description ky baad apkaliye zaruri hae ky ek acha sa domain khareedy .jo ky apky blog ki search main boht hi ziyada kardar ada karta hae .ap Koi bi domain khareed sakty hae or nechy third party py click kar ky apna custom domain attach kar sakty hae. domain kesy attach karna hae apko sub explain blog khud karta hae .

 best blogger seo settings
isky baad apko apni post ki setting krni hae matlab blog ap sae puchy ga ky ap apny email sae post karna chahty hae matlab apjo bi post kary gye wo apki email ki id show kary ga ky is bandy ny post ki .isliye ap apni is setting ko disabled kar dy to best hae.

 best blogger seo settings
meta tags main ap apny blog ky tags yah description likh sakty hae.jo ky apki google main search main madad kary ga.yeh bi ek best blogger seo settings main shamil hae.

 best blogger seo settings
screenshot main ap dekh sakty hae ,or ap apny google console matlab google webmaster sae connect kar ly jo ky apki blog ki structure google ko dy ga or apki goole main search 90% isi ki waja sae show hoti hae ,kio ky ap is main ja kar apni sitemap ko add karty hae ,jo ky google ko apki blog ki map deta hae ky is main kiya kiya hae .konsy pages wagera hae.yeh bi best blogger seo settings main ahm hae matlab 100% ahm hae.

 best blogger seo settings
robots.txt ki bi setting boht ahm hae ,screenshot main dekh sakty hae ek code likha gya hae wo main apko nechy dey deta hoon ap copy kar yeasily apny blog main add kar sakty hae.robot.txt apki blog ki structure google o deta hae ,ap khud sochy ky ager google ky pass apki blog ki structure hi na hogi to wo usko search engine main kesy show karwaye ga isliye yeh bi best blogger seo settings main shamil hae,bus ajj ki tip yahi end karty hae ,
Ammed hae ky apko yeh post passand aii hogi ,ager yeh apkaliye helpful sabit ho to please ek comment lazmi kar dena or is tip ko apny friend ky sath zarur share kary.Thanku



CODE


User-agent: Mediapartners-Google
Disallow:
User-agent: *
Disallow: /search
Allow: /
Sitemap: http://example.blogspot.com/feeds/posts/default?orderby=UPDATED