what is Google Question Hub and how to use it explain in urdu
Google Question Hub kiya hae is ky kiya faidy hae or yeh kis cheez kaliye istmal hoti hae.ajj jany gye hum
Google Question Hub yeh sub information wo bi full detail main.
Google Question Hub kiya hae
yeh ek google ki hi website hae ,jo ky abi fully toor par launch nahi ki gai. Is ka sirf beta version avalibe hae ,or baqi is par abi searches chal rahi hae. apko pta hi hae ky google ek asa platform hae jis par daily lagbag croro main searches hoti hae jin main 15/20 % asi searches hoti hae . jin ki detail google ky pass bi nahi hoti .matlab unknown ,abb google kiya kar raha hae ky.
Google Question Hub website launch kar raha hae ,jis sae google main jo bi unkonwn search hogi . uska answer
Google Question Hub main diya jaye ga . wo is tarha jessy log blog bna kar us main posts karty hae .
Google Question Hub main log apna account bnaye gye .or google par asa jo bi sawal search kiya gya hoga jis ka jawab google ky pass nahi ,us sawal ka jawab dy gye. herran mat hoye iski bi detail btata hoon.
Google Question Hub kam kesy karta hae
massal ky toor par ager main google par search karta hoon (what is leptop gaget) ager google ky pass iska jawab nahi hoga . to wo is sawal ko
Google Question Hub main daal dy ga ,or phir jin logo ka
Google Question Hub par account hoga . wo akar us sawal ka jawab dye gye ,phir google uska jawab user ko show kary ga .yehi sub hae
Google Question Hub funda.or is tarha google boht asani sae . apny users ko har sawal ka jawab dy saky ga.matlab show kar saky ga.
Google Question Hub par account bnany ky faidy
Ager ap ek blogger ho or apko tech yah jis cheez par apka blog hae uska full illm hae .To ap
Google Question Hub par apna account lazmi bnao. kio ky ager apky pass blog likhny kaliye koi idea nahi hae . yeh mil nahi raha ap simple is ko login kar ky apni catagory select kar ky .wo tmam question read kar sakty ho j. is ky bary main log boht ziyada search kar rahy hae.Is tarha ap apny blog kaliye achy sae achy topic talash kar sakty ho.
- Apna topic search kar sakty ho.
- wo sub jaan sakty ho ,jo log is waqt sub sae ziyada google par search kar rahy hae.
- ap is sae backlink bi ly sakty ho.ager ap kisi question ka answer dety ho .
- to us main apny kisi blog post ka link dy kar asani sae backlink ly sakty ho.
- Logo ky ideas ko samj sakty ho.
- Apny blog posts ko rank karwa sakty ho.seo kar sakty ho
Google Question Hub account kesy bnaye
Apko simple google main search karna hae .or iski offical website par chaly jana hae ,registration form fill karna hae . sub sae ahm baat is par account bnany kaliye apki ek website lazmi honi chahye.
simple form ko fill karny ky baad done par click karna hae .form submit karny ky baad 1,2 din main apki request accept kar li jaye gi . jis ky baad apka is par account confirm kar diya jaye ga. Or phir ap jab chaho apny gmail account hae signin kar sakty ho. To ab apko pta lag hi gya hoga ky
Google Question Hub kya hae ,yeh kesy kaam karti hae or is ky kiya kiya faidy hae. Ager post achi lagye to ek comment lazmi kar dena .Thanku
No comments:
Post a Comment