Showing posts with label best blogger seo settings. Show all posts
Showing posts with label best blogger seo settings. Show all posts

Thursday, 13 December 2018

best blogger seo settings

December 13, 2018 0
best blogger seo settings
best blogger seo settings ager ap bi jannna chahty hae ky hum apny blogger main best blogger seo settings kesy kary jis sae apki traffice bi increase ho .to bany rahy is post ky sath kio ky aj main apko is post main yehi btany ja raha hoon ky ab best blogger seo settings kesy kar sakty hae apny blogger main , tu bina waqt ziya kiya start kar lety hae.

 best blogger seo settings

Explain best blogger seo settings with images
Screenshots
best blogger seo settings
Firstly apko apny blog kaliye ek title jo ap rakhna chahty hae wo choise kar ly ,or nechy description jo sirf 100 words par shamil honi chahiye write karni hae jo ky google search main apky blog ko explain kary gi .

 best blogger seo settings
title or description ky baad apkaliye zaruri hae ky ek acha sa domain khareedy .jo ky apky blog ki search main boht hi ziyada kardar ada karta hae .ap Koi bi domain khareed sakty hae or nechy third party py click kar ky apna custom domain attach kar sakty hae. domain kesy attach karna hae apko sub explain blog khud karta hae .

 best blogger seo settings
isky baad apko apni post ki setting krni hae matlab blog ap sae puchy ga ky ap apny email sae post karna chahty hae matlab apjo bi post kary gye wo apki email ki id show kary ga ky is bandy ny post ki .isliye ap apni is setting ko disabled kar dy to best hae.

 best blogger seo settings
meta tags main ap apny blog ky tags yah description likh sakty hae.jo ky apki google main search main madad kary ga.yeh bi ek best blogger seo settings main shamil hae.

 best blogger seo settings
screenshot main ap dekh sakty hae ,or ap apny google console matlab google webmaster sae connect kar ly jo ky apki blog ki structure google ko dy ga or apki goole main search 90% isi ki waja sae show hoti hae ,kio ky ap is main ja kar apni sitemap ko add karty hae ,jo ky google ko apki blog ki map deta hae ky is main kiya kiya hae .konsy pages wagera hae.yeh bi best blogger seo settings main ahm hae matlab 100% ahm hae.

 best blogger seo settings
robots.txt ki bi setting boht ahm hae ,screenshot main dekh sakty hae ek code likha gya hae wo main apko nechy dey deta hoon ap copy kar yeasily apny blog main add kar sakty hae.robot.txt apki blog ki structure google o deta hae ,ap khud sochy ky ager google ky pass apki blog ki structure hi na hogi to wo usko search engine main kesy show karwaye ga isliye yeh bi best blogger seo settings main shamil hae,bus ajj ki tip yahi end karty hae ,
Ammed hae ky apko yeh post passand aii hogi ,ager yeh apkaliye helpful sabit ho to please ek comment lazmi kar dena or is tip ko apny friend ky sath zarur share kary.Thanku



CODE


User-agent: Mediapartners-Google
Disallow:
User-agent: *
Disallow: /search
Allow: /
Sitemap: http://example.blogspot.com/feeds/posts/default?orderby=UPDATED