Showing posts with label seo friendly artical. Show all posts
Showing posts with label seo friendly artical. Show all posts

Thursday, 13 December 2018

how write seo friendly articals

December 13, 2018 0
how write seo friendly articals
Ager ap bi janna chahty hae ky how write seo friendly articals to befikar rahy kio ky aj main apko is post main  yehi btany ja raha hoon ky how write seo friendly articals in blog and websites.to bany rahy hmari post ky sath ager ap janna chahty hae how write seo friendly articals.
to bagair kisi waqt ky zaiya kiye hum start kar lety hae .or janty hae ky how write seo friendly articals in blog.

 seo friendly articals

  Explain how write seo friendly articals in details
Aj is main ,main boht sari seo tips ko cover karny wala hoon .to 1 by 1 start krty hae.
1)Title
 how write seo friendly artical

Tu sub sae pehly apko apni post kaliye ek acha sa title chose karna hae .ap jis topic par artical likhna chahty hae usko google kar ly ,Yah boht sari free websites hae jis par ap apna topice likh kar uski google rank or searches check kar sakty hae. jis main semrush.com jesi websites mil jati hae.ap is par ja kar free main apna topic chose kar sakty hae.
apky title main apka main keyword zarur hona chahiye.jessy ager ap seo par artical likh rahy hae to apky topic main SEO word lazmi hona chahiye.
2)Content
Jo cheez dusry num par hae wo hae apka content ,matlab apny aesa content likhna hae jis main ager wo 500-1000 words ka hae to us main kam sae kam 10 bar apka main keyword lazmi shamil hon achahiye.jessy kam sae kam 3 bar first peragraph  main or 2 bar 2nd peragraph main hona zaruri hae.
Ap apna title bi keyword ki tarha istmal kar sakty hae.
content kafi acha hona chahiye .
3)Image
main apko suggest karu ga ky ap apny content main kam sae kam ek image zarur istmal kary .kio ky yeh bi apky artical ko google main rank karwany main boht ahm kardar ada karti hae,
jessy ap screenshoot main dekh sakty hae.
 how to write seo friendly articals
jab bi ap google main kuch search karty ho to waha image ka option show ho raha hota hae.ager ap apny articals main image add kar ky waha apny blog ka link dy dety hae to 90% chances hae ky apka blog rank kar jaye ga .or apka artical bi.

 how write seo friendly artical
2 pic main ap dekh sakty hae alag alag pic ky nechy apni apni website ka link diya hoa hae jo ky ek keyword ky toor par istmal ho raha hae, ager koi bi in images par click karta hae to wo direct uski website par redirect h jaye ga.

Ab to ap jaan hi gaye hongye ky image apky artical ko rank karwany kaliye kiti importent hosakti hae.issi liye ap bi ager apni post yah artical ko  seo friendly articals bnana chahty hae to images zarur istmal kary.

4)Description
 seo friendly artical

abb bari ati hae description ki ky ap apni post ki description kesy likhy .asal main description ka hmari post main kaam kiya hae .Pehly screenshots dekh ly ,phir baat karty hae.
 seo tips
hum jo bi description main likhy gye wo hmari post ky nechy show ho raha hoo ga ,ab description 
main  bi apky kam sae kam 2 keyword lazmi hony chahiye.ager ap ko nahi pta lag raha ky description kesy likhy to simple apni post ky 1 peragraph ko copy kar ky description main dal dy is main apka sub kuch cover ho jaye ga.or yeh apky artical ko seo friendly articals bna dy gii.



5)Tags
 seo freindly articals

tags bi apky articals ko rank karwany main boht helpful ho sakty hae isliye  ap apny artical main sirf wohi tag use kary jo apky artical sae match hoty hoon.yah phir google kary apny artical ky title ko or jo first py post show ho usky tags copy kar ky apni post main dal dey,or main baat apna title apny tag main zarur istmal kry apkaliye faidy mand sabit ho sakta hae.or apky artical ko seo friendly articals bna dy gye,
ajj hum ny sekha how write seo friendly articals boht hi sada tariqy sae,

Bus yehi par ajj ki post ko end karty hae,ager yeh post apkaliye faidy mand sabit ho to pleas ek comment lazmi kar dy or is post ko apny dosto ky sath lazmi share ky .Thanku