Showing posts with label flash drive. Show all posts
Showing posts with label flash drive. Show all posts

Thursday, 6 December 2018

how to make a flash drive bootable

December 06, 2018 0
how to make a flash drive bootable
Ager ap bi janana chatty hae ky  how to make a flash drive bootable to ap bilkul Sahi Jaga par aye he .aj main apko is bary main btany ja raha hoon ky how to make a flash drive bootable
.tu uskaliye  sub sea pehly apko ek software install karna pary ga .jis link apko nechy mil Jaye ga.
yu  Karty hae start.

Guiding Video


Screenshots
Download karny ky baad apko Ek asi file Miley  .jis ko simply extract Kar Lena hae..
Extract krny ky baad yeh ek software type file mily gi jis ko simply open kar lena ahe

Right-click kar ky open kar Lena hae

Ji's ka interface is type ka show ho ga.
Ab apko Karna Kiya ahe ky ek ISO file dhondni hae .jis window ko abb flash drive main bootable bnana chahty hae uski ISO file.Ager apko window 10 ki iso file chahy to mery blog ki Software wli catagery py ja kar ap isko asani sae download kar sakty hae.
Asa interface tab show hoga  jab ap apny PC ky sath Flash drive connect Nahi kry gye.

Or jab ap apny PC ky sath Apni flash ko connect kar lety hae to is tarha ka interface show hoga.Jis ko screen shoots main explain kar diya gya hae.
 Ap ny is main  kuch bii change nahi krna .simple apni flash ko connect krna hae or SELECT button par click kar ky apni ISO file ko select kar lena hae or simple START pr click kar dena hae,
Apni iso ko select kar lena hae .Jaha apny raki ho gi.


simple ager GTP select hae to usko change kar ky MBR kar dena hae or ager ap ,flash ka namr change karna chahty hae to.volume ky nechy jo bi likha hae usko rename kardena  bus or start par click kar dena ahe,

Bus is simple sae triqy sae ap boht hi asani sae apni flash drive ko bootable bna sakty ho.
Ameed hae ky  apko  yeh trick samj a chuki hogi .Ager yeh trick achi lagi ho to post ky nechy ek comment lazmi kar dey,or is trick ko apny dosto ky sath bi zarur share kry .Thanku.

Requirements
  • Ek minimum 8 GB ki flash drive
  • Ek window ki ISO file.
  • Ek Rufus software

Software ko download kary kaliye software category main Jaye or download kry  .thanku

Rufus download