Blogger Sitemap Google console Me Kaise Submit Kare
Blogger Sitemap Google console Me Kaise Submit Kare gi ha aj hum isi bary main baat karny wally hae ky akhir kar Blogger Sitemap Google console Me Kaise Submit Kare or is ky fiady kiya hae![]() |
| https://www.shahzadch.xyz/2019/01/blogger-sitemap-google-console-me-kaise.html |
Sitemap kiya hae?
Sitemap ek xml formate hae jo hum apny blogger ki google ko information deny kaliye.Google search console main add karty hae. Jii ha Sitemap ki maddad sae hi hum ,Google ko pta chalta hae ky apki website main ,kiya kuch hae.Sitemap ki madad sae hi google apki posts search engine main show karwa pata hae. Simple sitemap ko ap apni website ki structure bi keh sakty hae.jis ki madad sae google apki website main honi walli update ko bi track karta hae.Sitemap ky faidy kiya hae
- sitemap ki maadad sae ap apni website ko google search yeh phir kisi bi webmaster tool main add karty ho,jis ki baad apki website ki indexing start hoti hae .
- or google/yehoo/bing main show hona start ho jati hae.
- ap apni website ko kisi bi search engine main asani sae show karwa sakty ho.
- Apni website ki SEO kar sakty ho.
Sitemap ko istmal kesy kary
Sitemap ko istmal karny ky simple sae method hae . apko sub sae pehly to yeh dekhna hae ky ap apni website konsy search engin main add karna chah rahy ho.ager ap google ky search engine main apni website show karwana chah rahy ho to usky method nechy btaye gaye hae.
- Sub sae pehly( Google Search Console ) search kar ly .
![]() |
| https://www.shahzadch.xyz/2019/01/blogger-sitemap-google-console-me-kaise.html |
- search karny ky baad simple apny gmail sae sign in karly. sign in karny ky baad apni property add kary .
![]() |
| https://www.shahzadch.xyz/2019/01/blogger-sitemap-google-console-me-kaise.html |
![]() |
| https://www.shahzadch.xyz/2019/01/blogger-sitemap-google-console-me-kaise.html |
- property add karny ky baad .link par click kar ly.
- property berified kary ,html code copy kar ky apni website ki theme main ja kar .edit html par click kar ky head section ky nechy kahi bi paste kardy.
![]() |
| https://www.shahzadch.xyz/2019/01/blogger-sitemap-google-console-me-kaise.html |
![]() |
| https://www.shahzadch.xyz/2019/01/blogger-sitemap-google-console-me-kaise.html |
- sitemap py click kar ky nechy walla code ,apni website ky url ky agy paste kardy. End py submit sitemap par click kardy .Done
![]() |
| https://www.shahzadch.xyz/2019/01/blogger-sitemap-google-console-me-kaise.html |
Sitemap code:"Sitemap.xml" commas ko khatam kar ky phir add kary.
IN END
Sitemap ko jab ap add kar lety hae . to yeh google ko yeh bi btata hae ky hum ny kon kon si posts or kab publish ki hae. Matlab hmari posts ki detail google ko deta hae.















































