what is a blog ? | How to start a blog in 2019 | full guide
what is a blog | How to start a blog in 2019 | full guide ajj hum isi topic par baat karny waly hae ky app How to start a blog in 2019 free ,ager ap bi janna chahty hae to iss post ko last tak lazi read karna kio ky ajj ain apky sath boht saari tricks ko share karny wala hoon,to ab start karty hae ky How to start a blog in 2019,or sekhty hae.
what is a blog?
blog ek website hi hoti hae ,lekin is par hum apna ilm share karty hae ,jis ko log akar read karty hae,
iss waqt google par lag bag 1 million sae bii ziyada blog hae ,joo daily bharty ja rahy hae,blog boht sari types ky hoty hae ,jessy:
topics:
Fashion
games
tech
food
sports
daily life
nature
animals
reviews
gadate
yeh sub wo topics hae jo abi is waqt up-level par hae,log in par apni raye likhty hae ,or jo log inko pasand karty hae wo akar inko readm karty hae ,ap is sae passy bi kama sakty hae ,free main ,lekin pwhly apko ispar boht mehnat karni hogi ,jiss cheez main ka shoonq hae ap us par blog likh sakty hae jo ky ek better hae ,ameed hae ky blog ki samj a gai hogi,
How to start a blog in 2019 explain
Niche/topic:
blogging main any sae pehly apko ek topic choise karna pary ga ,jiss par apko sub sae ziyada greeft hae matlab usky barry main boht ziyada illm hae,kio ky jab tak apky pass ek acha topic nahi ho ga ,to ap kabi bi ek successful blog start mahi kar sakty ,main to yehi kaahoo ga ky apka jis cheez main intrest hae wo bhala kuch bi hae usi par blog start karo ,phir hi ap kamyab ho pao gye,ager apka intrest nahi hae or ap sirf dusru ko dekh kar blogging start karna chah rahy hoo ,to ap bilkul galt ho ,kio ky tum asa kar ky kabi kamyab nahi hosakty,bus ek yah do month post likho fye phir chooti,isliye blogging main any sae pehly apky pass ek acha sa topic hona chahiye.
Topic study:
ap ager 2019 main blog start karny ky bary main soch rahy hae ,to pehly apko yeh pata hona chahiye ky ap ka illm us topic ky baary main kitna hae jis par ap blog start karna chah rahy hae ,kio ajj ky door main blogging main boht ziyada competition a gya hae ,har banda bloging ki tarf a raha hae,isliye blog start karny sae pehly us topic ky bary main puri janqari hassil kary jis par ap blog start karna chah rahy hae.
Theme/template:
Blog bana leny ky baad apko ek achi sae theme choise karni hogi ,jo apky blog ko dusry ky blog sae diffrent bna dy,is sae apki blog ki tarf log aye gye ,kio ky log us cheez ki tarf jaty hae jis ki show/design acha ho ,ap apny blog ko jeetna attracrive bna sakty ho bnao,kio ky is main apka hi faida hony walla hae,ager ap achi theme download karna chah rahy hae free main to necchy link par click kar ky asani sae download kar sakty ho,
best free blogger templates
Take time:
ager ap soch rahy ho ky blog start karny ky baad ap sirf 20/25 post likh kar phir month wait karty ho unky rank hony ka to ap galt hoo ,kio ky ap is tarha kabi bi rank nahi ho sakty ,jab tak ap apny blog ko daily basses par time nahi do gye,apko apny blog par daily content upload karna hoga ,or uski degar settings ko dekhna hoga khiyal rakhna hoga kahi ghar baar na hojaye,ager ap apny blog ko time nahi do gye to ap ek kamyab blogger nahi baan pao gye,or ager ap daily apny blog par posts share kar rahy ho to ameed hae ky ap ka blog jaldi rank kar jaye,or apka blog google ki rank main ajaye,isliye apko apny blog par daily time dena hoga,
Prmotion
Ab apko apny blog ko prmote karna hoga ,jo ky ap boht sary free or passy dy kar kar sakty ho,free main ap apni facebook.whatsapp.twitter or digar social media par apny blog ky name sae page bna kar easily promote kar sakty ho,or ager ap ziyada prmote karna chahty hae to apko fiver par boht sary asy log mil jaye gye jin ko passy dy kar ap apny blog ko prmote kar sakty ho yah phir khud apna account bna kar diffrent sides par ads ky zariye prmote kar sakty jo ,jessy:
pro website:
1:google adword
Powerful profile:
POWERFULL PROFILE ka matlab ap apni ek asi profile bnao ky boht sary log ap ky sath connect ho yani apko follow kar rahy ho ,unko ap par itmaad hona vchahiye ,jis ki maddad sae ap pny blog ko prmote/rank/high traffic.ly sakty ho,jssy youtube par jo populer log hae wo apny channel par apni websites ko show karwaty hae ta ky jo usy views hae wo us website ko zarur visit kary ,is sae unki traffice bharti hae or unka ek name banta hae,
END
Ameed hae ky apko yeh post pasand ai hogi ager post achi lagye to ek acha sa comment lami chood jaye,Thanku
Abb next hum iski seo ki baat kary gye,so ready

No comments:
Post a Comment