Showing posts with label seo. Show all posts
Showing posts with label seo. Show all posts

Sunday, 13 January 2019

Blogger Sitemap Google console Me Kaise Submit Kare

January 13, 2019 0

Blogger Sitemap Google console Me Kaise Submit Kare

Blogger Sitemap Google console Me Kaise Submit Kare gi ha aj hum isi bary main baat karny wally hae ky akhir kar Blogger Sitemap Google console Me Kaise Submit Kare or is ky fiady kiya hae

Blogger Sitemap Google console Me Kaise Submit Kare
https://www.shahzadch.xyz/2019/01/blogger-sitemap-google-console-me-kaise.html

Sitemap kiya hae?

Sitemap ek xml formate hae jo hum apny blogger ki google ko information deny kaliye.Google search console main add karty hae. Jii ha Sitemap ki maddad sae hi hum ,Google ko pta chalta hae ky apki website main ,kiya kuch hae.Sitemap ki madad sae hi google apki posts search engine main show karwa pata hae. Simple sitemap ko ap apni website ki structure bi keh sakty hae.jis ki madad sae google apki website main honi walli update ko bi track karta hae.

Sitemap ky faidy kiya hae

  • sitemap ki maadad sae ap apni website ko google search yeh phir kisi bi webmaster tool main add karty ho,jis ki baad apki website ki indexing start hoti hae .
  • or google/yehoo/bing main show hona start ho jati hae.
  • ap apni website ko kisi bi search engine main asani sae show karwa sakty ho.
  • Apni website ki SEO kar sakty ho.

Sitemap ko istmal kesy kary

Sitemap ko istmal karny ky simple sae method hae . apko sub sae pehly to yeh dekhna hae ky ap apni website konsy search engin main add karna chah rahy ho.
 ager ap google ky search engine main apni website show karwana chah rahy ho to usky method nechy btaye gaye hae.

  •  Sub sae pehly( Google Search Console ) search kar ly .
Blogger Sitemap Google console Me Kaise Submit Kare
https://www.shahzadch.xyz/2019/01/blogger-sitemap-google-console-me-kaise.html

  •  search karny ky baad simple apny gmail sae sign in karly. sign in karny ky baad apni property add kary .
Blogger Sitemap Google console Me Kaise Submit Kare
https://www.shahzadch.xyz/2019/01/blogger-sitemap-google-console-me-kaise.html

Blogger Sitemap Google console Me Kaise Submit Kare
https://www.shahzadch.xyz/2019/01/blogger-sitemap-google-console-me-kaise.html

  •  property add karny ky baad .link par click kar ly. 
  • property berified kary ,html code copy kar ky apni website ki theme main ja kar .edit html par click kar ky head section ky nechy kahi bi paste kardy.
Blogger Sitemap Google console Me Kaise Submit Kare
https://www.shahzadch.xyz/2019/01/blogger-sitemap-google-console-me-kaise.html

Blogger Sitemap Google console Me Kaise Submit Kare
https://www.shahzadch.xyz/2019/01/blogger-sitemap-google-console-me-kaise.html

  •  sitemap py click kar ky nechy walla code ,apni website ky url ky agy paste kardy. End py submit sitemap par click kardy .Done
Blogger Sitemap Google console Me Kaise Submit Kare

Blogger Sitemap Google console Me Kaise Submit Kare
https://www.shahzadch.xyz/2019/01/blogger-sitemap-google-console-me-kaise.html


Sitemap code:"Sitemap.xml" commas ko khatam kar ky phir add kary.


  IN END
Sitemap ko jab ap add kar lety hae . to yeh google ko yeh bi btata hae ky hum ny kon kon si posts or kab publish ki hae. Matlab hmari posts ki detail google ko deta hae.

Friday, 11 January 2019

Beginner's Guide to Google Webmaster tool for SEO 2019

January 11, 2019 0

Beginner's Guide to Google Webmaster tool for SEO 2019

Beginner's Guide to Google Webmaster tool for SEO 2019 jii ha aj hum baat karny wally hae Google Webmaster tool for SEO 2019 ko hum kesy apni website ki SEO main use kary.

What is Google Webmaster tool ?

Guide to Google Webmaster tool for SEO 2019


Google Webmaster Tool ek asa free tool hae ,jis ki maadad sae ap apni website ki SEO main kafi help ly sakty hae.what is seo ?  Kio ky iski maadad sae hi assal main ap apni website ko google main index karwaty ho. Matlab isi tool ki waja sae apki website google main nazzar ati  hae . ap goole par jitni bi websites dekhty ho ,wo sub Google Webmaster Tool sae hi crawl ho kar google main show hoti hae. Isi liye yeh apki website ki seo main bi kafi helpful sabit hota hae. Ager apko nahi pta ky isko kesy istmal karty hae to ajj hum apko iski sabi tips ky bary main btaye gye. jis ko istmal kar ky ap bi apni websites ko easily google main rank/show karwa sakty ho.

How to use Google Webmaster tool ?

Create account

Beginner's Guide to Google Webmaster tool for SEO 2019
Beginner's Guide to Google Webmaster tool for SEO 2019



Sub sae pehly apko google main google webmaster tool search karna hoga ,jo sub sae uper website nazzar aye .Simple uspy click kar ky open kar ly, Open karny ky baad apny gmail account sae Login kar ly. Is tarha ap boht asani sae ,google webmaster tool main apna account bna sakty ho.

Add property

Beginner's Guide to Google Webmaster tool for SEO 2019

Beginner's Guide to Google Webmaster tool for SEO 2019

Abb account bnany ky baad simple Add property par click kar ky apni website ka link add kardy. website link add karny ky baad apko apni website ko verify karna hoga,jis ka bohtt hi simple sa method hae ,google webmaster tool apko ek html code deta hae jis ko apko simple apny blog ager
Beginner's Guide to Google Webmaster tool for SEO 2019

Beginner's Guide to Google Webmaster tool for SEO 2019



blogger par hae . to theme par click kar ky ,edit html par click kar ky ,theme ki coding main (ctrl + f) keyboard sae daba kar (head) search kary or us code ko paste kar dy jo google webmaster tool apko deta hae. bus ab google webmaster tool ko refresh kar ky verify par click kary .apki website verify kar jaye gi.

Sitemap

Beginner's Guide to Google Webmaster tool for SEO 2019

Beginner's Guide to Google Webmaster tool for SEO 2019

Ab apko apni website ka sitemap add karna hoga . Matlab google ko apki website ka structure pta hoga wo phir hi usko index kary gii. structure matlab (pages,posts etc) jo kuch apki website main hae. Sitemap ko add karny kaliye apko simple sitemap par click karna hae . apni website ka click copy
karna hae ,paste karny ky baad simple link ky end par (sitemap.xml)add kar dena hae .
What is seo ? →ager ap nahi janty to is par click akr ky puri janakri hasil kary.←
 Ab sitemap ad karny ky kuch time baad google apki website ko crawl karna shiru kar dy gye. jis ki maadad sae boht jaldi apki website google main show hona start ho jaye gi.

Last words

akhir par sirf itna kehna chaho ga ky ager apko is tip main koi bi masla passh aye to ap comment main kuch bi pouch sakty ho . main jald sae jald uska jawab deny ki koshish karu ga. yeh ek asi tip hae jis ki madad sae main bi abi website ko renk karwa raha hoon.ek to yeh free tool hae uper sae google ka hae . matlab fully intrested hae .ap bi is tool ko lazmi use kary .apkaliye helpful sabit hosakta hae.Thanku

Saturday, 5 January 2019

what is seo and how it works full explain in hindi/urdu

January 05, 2019 0
what is seo and how it works full explain in hindi/urdu
what is seo and how it works full explain in hindi/urdu ajj hum isi topic par baat karny wally hae.
ky what is seo and how it works full explain in hindi/urdu,ager ap bi janna chahty hae ky seo kiya hae .
or yeh kis tarha kam karti hae to bany rahy hmari post ky sath ,ajj hum issi baat ko SEO fully explain kary gye  urdu/hindi main,
 what is seo

what is seo?
Seo abbrivation hae (Search engine optimization) Seo ek aesa system hae.
jis ki maad sae ap apni website/blog ko google main easily rank karwasakty ho .
or apki blog google main 1st page par rank hosakti hae,SEO ek free methode hae jo ky boht sary tariqu sae ki ja sakti hae,
wesy to Seo ki stragity ko samjna impossibale hae ,lekin kuch log social tariqu sea apni blog /post ki seo karty hae

Backlink SEO
Backlink seo ka matlab hae ky ap apny social media main ager ap apni blog yah post ka link daalty ho to wo bi seo main apko kafi help karta hae,Seo ka assal matlab hi rank hae ky ap apni post yah blog ko kis tarh arank karwa sakty ho,wesy to Seo ki stragity ko samjna impossibale hae ,lekin kuch log inhi tariqu sea apni blog /post ki seo karty hae,

How it works full explain in hindi/urdu detail
seo ki madad sae ap apni post/blog yah phir kisi bi cheez ko google main asani sae ranlk karwa saky ho,lekin uskaliye apko apni post hi is tarh alikhni hogi ky google asani sae usko read kar ky google main show karwa saky,
jessy,
ager ap kisi post ki seo karna chah rahy hae to uskaliye apko
pehly ek keyword choise karna hoga jiss ki ap seo kar ky rank karwa sakty hao,
Jessy ky ap in method ko use kar sakty ho,

1st keyword Post title main
ap jis  keyword par post likh rahy hae  wo  keyword post titile main zarur daly ,

post heading mian
 what is seo

jo post ka title hae usko copy kar key ap us ki hdaing bi bna sakty ho,kio ky us main  bi wo keyword majood hoga jis ki seo jarna chah rahy ho,

post ki subheading main
 what is seo

ab post ki sub heading main apny keyword ko 2 dafa type kary kio ky is sae uski seo achy tariqe sae ho paye gii,or ap post ko easily rank karwa sakty ho,

pictures links
 what is seo

apni post main  kam sae kam 4,5 pictures zarur add kar ly or un pictures ky link change kar ky apni blog ka link dal dy .
kio ky jab bi koi apky keyword ko search kary ga ,ager apki post show nahi ho rahi to apki picture "image: section main zarur show hogi .
or ager koi banda us picture par click karta hae to wo sida apki blog main aye,is tarha ap apni pictures sae apni post ki Seo kar sakty ho,

Internal linking
 what is seo

apni post  main apni dusri posts ky link bi lazmi dally kio ky is sae bi apki seo main azafa hoga.
or istarha app internal linking kar sakty ho ,ager ap ek post ki kam sae kam 10 bar internal linking karty ho dusry post main to apki wo post zarur rank kary gi.
kio ky ap jitni baar usko show off karwao gye google utni hi assani sae apki post ko capture kary ga ,or jab apka keyword google main search hoga to wo apki post ko zarur show kary ga .
ON-PAGE par,boht sary blogger internal linking ki maadad sae hi apni blog/post ko rank karwaty hae,


 what is seo
Jab bi ap google main kuch bi search karty hae jo bi website apko 1st nazar ati hae .
wo SEO ki waja sae hi hoti hae ,kio ky uski seo hi kuch is tarha ki gai hoti hae .
ky wo 1st page par rank kar saky
is tarha ap apni post ki SEO kar sakty ho free main ,
ager ap janna chahty hae ky ek seo freindly artical kesy likhty hae to uski makamal detail is post main hae.

How write seo friendly artical

Ager apko post ki samj lag gai ho to ek comment lazmi kar dena ,Thanku

Thursday, 13 December 2018

how write seo friendly articals

December 13, 2018 0
how write seo friendly articals
Ager ap bi janna chahty hae ky how write seo friendly articals to befikar rahy kio ky aj main apko is post main  yehi btany ja raha hoon ky how write seo friendly articals in blog and websites.to bany rahy hmari post ky sath ager ap janna chahty hae how write seo friendly articals.
to bagair kisi waqt ky zaiya kiye hum start kar lety hae .or janty hae ky how write seo friendly articals in blog.

 seo friendly articals

  Explain how write seo friendly articals in details
Aj is main ,main boht sari seo tips ko cover karny wala hoon .to 1 by 1 start krty hae.
1)Title
 how write seo friendly artical

Tu sub sae pehly apko apni post kaliye ek acha sa title chose karna hae .ap jis topic par artical likhna chahty hae usko google kar ly ,Yah boht sari free websites hae jis par ap apna topice likh kar uski google rank or searches check kar sakty hae. jis main semrush.com jesi websites mil jati hae.ap is par ja kar free main apna topic chose kar sakty hae.
apky title main apka main keyword zarur hona chahiye.jessy ager ap seo par artical likh rahy hae to apky topic main SEO word lazmi hona chahiye.
2)Content
Jo cheez dusry num par hae wo hae apka content ,matlab apny aesa content likhna hae jis main ager wo 500-1000 words ka hae to us main kam sae kam 10 bar apka main keyword lazmi shamil hon achahiye.jessy kam sae kam 3 bar first peragraph  main or 2 bar 2nd peragraph main hona zaruri hae.
Ap apna title bi keyword ki tarha istmal kar sakty hae.
content kafi acha hona chahiye .
3)Image
main apko suggest karu ga ky ap apny content main kam sae kam ek image zarur istmal kary .kio ky yeh bi apky artical ko google main rank karwany main boht ahm kardar ada karti hae,
jessy ap screenshoot main dekh sakty hae.
 how to write seo friendly articals
jab bi ap google main kuch search karty ho to waha image ka option show ho raha hota hae.ager ap apny articals main image add kar ky waha apny blog ka link dy dety hae to 90% chances hae ky apka blog rank kar jaye ga .or apka artical bi.

 how write seo friendly artical
2 pic main ap dekh sakty hae alag alag pic ky nechy apni apni website ka link diya hoa hae jo ky ek keyword ky toor par istmal ho raha hae, ager koi bi in images par click karta hae to wo direct uski website par redirect h jaye ga.

Ab to ap jaan hi gaye hongye ky image apky artical ko rank karwany kaliye kiti importent hosakti hae.issi liye ap bi ager apni post yah artical ko  seo friendly articals bnana chahty hae to images zarur istmal kary.

4)Description
 seo friendly artical

abb bari ati hae description ki ky ap apni post ki description kesy likhy .asal main description ka hmari post main kaam kiya hae .Pehly screenshots dekh ly ,phir baat karty hae.
 seo tips
hum jo bi description main likhy gye wo hmari post ky nechy show ho raha hoo ga ,ab description 
main  bi apky kam sae kam 2 keyword lazmi hony chahiye.ager ap ko nahi pta lag raha ky description kesy likhy to simple apni post ky 1 peragraph ko copy kar ky description main dal dy is main apka sub kuch cover ho jaye ga.or yeh apky artical ko seo friendly articals bna dy gii.



5)Tags
 seo freindly articals

tags bi apky articals ko rank karwany main boht helpful ho sakty hae isliye  ap apny artical main sirf wohi tag use kary jo apky artical sae match hoty hoon.yah phir google kary apny artical ky title ko or jo first py post show ho usky tags copy kar ky apni post main dal dey,or main baat apna title apny tag main zarur istmal kry apkaliye faidy mand sabit ho sakta hae.or apky artical ko seo friendly articals bna dy gye,
ajj hum ny sekha how write seo friendly articals boht hi sada tariqy sae,

Bus yehi par ajj ki post ko end karty hae,ager yeh post apkaliye faidy mand sabit ho to pleas ek comment lazmi kar dy or is post ko apny dosto ky sath lazmi share ky .Thanku