tech pro

Sunday, 13 January 2019

Blogger Sitemap Google console Me Kaise Submit Kare

January 13, 2019 0

Blogger Sitemap Google console Me Kaise Submit Kare

Blogger Sitemap Google console Me Kaise Submit Kare gi ha aj hum isi bary main baat karny wally hae ky akhir kar Blogger Sitemap Google console Me Kaise Submit Kare or is ky fiady kiya hae

Blogger Sitemap Google console Me Kaise Submit Kare
https://www.shahzadch.xyz/2019/01/blogger-sitemap-google-console-me-kaise.html

Sitemap kiya hae?

Sitemap ek xml formate hae jo hum apny blogger ki google ko information deny kaliye.Google search console main add karty hae. Jii ha Sitemap ki maddad sae hi hum ,Google ko pta chalta hae ky apki website main ,kiya kuch hae.Sitemap ki madad sae hi google apki posts search engine main show karwa pata hae. Simple sitemap ko ap apni website ki structure bi keh sakty hae.jis ki madad sae google apki website main honi walli update ko bi track karta hae.

Sitemap ky faidy kiya hae

  • sitemap ki maadad sae ap apni website ko google search yeh phir kisi bi webmaster tool main add karty ho,jis ki baad apki website ki indexing start hoti hae .
  • or google/yehoo/bing main show hona start ho jati hae.
  • ap apni website ko kisi bi search engine main asani sae show karwa sakty ho.
  • Apni website ki SEO kar sakty ho.

Sitemap ko istmal kesy kary

Sitemap ko istmal karny ky simple sae method hae . apko sub sae pehly to yeh dekhna hae ky ap apni website konsy search engin main add karna chah rahy ho.
 ager ap google ky search engine main apni website show karwana chah rahy ho to usky method nechy btaye gaye hae.

  •  Sub sae pehly( Google Search Console ) search kar ly .
Blogger Sitemap Google console Me Kaise Submit Kare
https://www.shahzadch.xyz/2019/01/blogger-sitemap-google-console-me-kaise.html

  •  search karny ky baad simple apny gmail sae sign in karly. sign in karny ky baad apni property add kary .
Blogger Sitemap Google console Me Kaise Submit Kare
https://www.shahzadch.xyz/2019/01/blogger-sitemap-google-console-me-kaise.html

Blogger Sitemap Google console Me Kaise Submit Kare
https://www.shahzadch.xyz/2019/01/blogger-sitemap-google-console-me-kaise.html

  •  property add karny ky baad .link par click kar ly. 
  • property berified kary ,html code copy kar ky apni website ki theme main ja kar .edit html par click kar ky head section ky nechy kahi bi paste kardy.
Blogger Sitemap Google console Me Kaise Submit Kare
https://www.shahzadch.xyz/2019/01/blogger-sitemap-google-console-me-kaise.html

Blogger Sitemap Google console Me Kaise Submit Kare
https://www.shahzadch.xyz/2019/01/blogger-sitemap-google-console-me-kaise.html

  •  sitemap py click kar ky nechy walla code ,apni website ky url ky agy paste kardy. End py submit sitemap par click kardy .Done
Blogger Sitemap Google console Me Kaise Submit Kare

Blogger Sitemap Google console Me Kaise Submit Kare
https://www.shahzadch.xyz/2019/01/blogger-sitemap-google-console-me-kaise.html


Sitemap code:"Sitemap.xml" commas ko khatam kar ky phir add kary.


  IN END
Sitemap ko jab ap add kar lety hae . to yeh google ko yeh bi btata hae ky hum ny kon kon si posts or kab publish ki hae. Matlab hmari posts ki detail google ko deta hae.

Saturday, 12 January 2019

what is Google Question Hub and how to use it explain in urdu

January 12, 2019 0

what is Google Question Hub and how to use it explain in urdu

Google Question Hub  kiya hae is ky kiya faidy hae or yeh kis cheez kaliye istmal hoti hae.ajj jany gye hum Google Question Hub yeh sub information wo bi full detail main.


what is Google Question Hub and how to use it explain in urdu
what is Google Question Hub and how to use it explain in urdu

Google Question Hub kiya hae

what is Google Question Hub and how to use it explain in urdu
what is Google Question Hub and how to use it explain in urdu

yeh ek google ki hi website hae ,jo ky abi fully toor par launch nahi ki gai. Is ka sirf beta version avalibe hae ,or baqi is par abi searches chal rahi hae. apko pta hi hae ky google ek asa platform hae jis par daily lagbag croro main searches hoti hae jin main 15/20 % asi searches hoti hae . jin ki detail google ky pass bi nahi hoti .matlab unknown ,abb google kiya kar raha hae ky. Google Question Hub website launch kar raha hae ,jis sae google main jo bi unkonwn search hogi . uska answer Google Question Hub main diya jaye ga . wo is tarha jessy log blog bna kar us main posts karty hae . Google Question Hub main log apna account bnaye gye .or google par asa jo bi sawal search kiya gya hoga jis ka jawab google ky pass nahi ,us sawal ka jawab dy gye. herran mat hoye iski bi detail btata hoon.

Google Question Hub kam kesy karta hae

massal ky toor par ager main google par search karta hoon (what is leptop gaget) ager google ky pass iska jawab nahi hoga . to wo is sawal ko Google Question Hub  main daal dy ga ,or phir jin logo ka Google Question Hub  par account hoga . wo akar us sawal ka jawab dye gye ,phir google uska jawab user ko show kary ga .yehi sub hae Google Question Hub  funda.or is tarha google boht asani sae . apny users ko har sawal ka jawab dy saky ga.matlab show kar saky ga.

Google Question Hub par account bnany ky faidy

Ager ap ek blogger ho or apko tech yah jis cheez par apka blog hae uska full illm hae .To ap Google Question Hub par apna account lazmi bnao. kio ky ager apky pass blog likhny kaliye koi idea nahi hae . yeh mil nahi raha ap simple is ko login kar ky apni catagory select kar ky .wo tmam question read kar sakty ho j. is ky bary main log boht ziyada search kar rahy hae.Is tarha ap apny blog kaliye achy sae achy topic talash kar sakty ho.
  • Apna topic search kar sakty ho.
  • wo sub jaan sakty ho ,jo log is waqt sub sae ziyada google par search kar rahy hae.
  • ap is sae backlink bi ly sakty ho.ager ap kisi question ka answer dety ho .
  • to us main apny kisi blog post ka link dy kar asani sae backlink ly sakty ho.
  • Logo ky ideas ko samj sakty ho.
  • Apny blog posts ko rank karwa sakty ho.seo kar sakty ho

Google Question Hub account kesy bnaye

Apko simple google main search karna hae .or iski offical website par chaly jana hae ,registration form fill karna hae . sub sae ahm baat is par account bnany kaliye apki ek website lazmi honi chahye.

what is Google Question Hub and how to use it explain in urdu
what is Google Question Hub and how to use it explain in urdu

simple form ko fill karny ky baad done par click karna hae .form submit karny ky baad 1,2 din main apki request accept kar li jaye gi . jis ky baad apka is par account confirm kar diya jaye ga. Or phir ap jab chaho apny gmail account hae signin kar sakty ho. To ab apko pta lag hi gya hoga ky Google Question Hub kya hae ,yeh kesy kaam karti hae or is ky kiya kiya faidy hae. Ager post achi lagye to ek comment lazmi kar dena .Thanku

Friday, 11 January 2019

Beginner's Guide to Google Webmaster tool for SEO 2019

January 11, 2019 0

Beginner's Guide to Google Webmaster tool for SEO 2019

Beginner's Guide to Google Webmaster tool for SEO 2019 jii ha aj hum baat karny wally hae Google Webmaster tool for SEO 2019 ko hum kesy apni website ki SEO main use kary.

What is Google Webmaster tool ?

Guide to Google Webmaster tool for SEO 2019


Google Webmaster Tool ek asa free tool hae ,jis ki maadad sae ap apni website ki SEO main kafi help ly sakty hae.what is seo ?  Kio ky iski maadad sae hi assal main ap apni website ko google main index karwaty ho. Matlab isi tool ki waja sae apki website google main nazzar ati  hae . ap goole par jitni bi websites dekhty ho ,wo sub Google Webmaster Tool sae hi crawl ho kar google main show hoti hae. Isi liye yeh apki website ki seo main bi kafi helpful sabit hota hae. Ager apko nahi pta ky isko kesy istmal karty hae to ajj hum apko iski sabi tips ky bary main btaye gye. jis ko istmal kar ky ap bi apni websites ko easily google main rank/show karwa sakty ho.

How to use Google Webmaster tool ?

Create account

Beginner's Guide to Google Webmaster tool for SEO 2019
Beginner's Guide to Google Webmaster tool for SEO 2019



Sub sae pehly apko google main google webmaster tool search karna hoga ,jo sub sae uper website nazzar aye .Simple uspy click kar ky open kar ly, Open karny ky baad apny gmail account sae Login kar ly. Is tarha ap boht asani sae ,google webmaster tool main apna account bna sakty ho.

Add property

Beginner's Guide to Google Webmaster tool for SEO 2019

Beginner's Guide to Google Webmaster tool for SEO 2019

Abb account bnany ky baad simple Add property par click kar ky apni website ka link add kardy. website link add karny ky baad apko apni website ko verify karna hoga,jis ka bohtt hi simple sa method hae ,google webmaster tool apko ek html code deta hae jis ko apko simple apny blog ager
Beginner's Guide to Google Webmaster tool for SEO 2019

Beginner's Guide to Google Webmaster tool for SEO 2019



blogger par hae . to theme par click kar ky ,edit html par click kar ky ,theme ki coding main (ctrl + f) keyboard sae daba kar (head) search kary or us code ko paste kar dy jo google webmaster tool apko deta hae. bus ab google webmaster tool ko refresh kar ky verify par click kary .apki website verify kar jaye gi.

Sitemap

Beginner's Guide to Google Webmaster tool for SEO 2019

Beginner's Guide to Google Webmaster tool for SEO 2019

Ab apko apni website ka sitemap add karna hoga . Matlab google ko apki website ka structure pta hoga wo phir hi usko index kary gii. structure matlab (pages,posts etc) jo kuch apki website main hae. Sitemap ko add karny kaliye apko simple sitemap par click karna hae . apni website ka click copy
karna hae ,paste karny ky baad simple link ky end par (sitemap.xml)add kar dena hae .
What is seo ? →ager ap nahi janty to is par click akr ky puri janakri hasil kary.←
 Ab sitemap ad karny ky kuch time baad google apki website ko crawl karna shiru kar dy gye. jis ki maadad sae boht jaldi apki website google main show hona start ho jaye gi.

Last words

akhir par sirf itna kehna chaho ga ky ager apko is tip main koi bi masla passh aye to ap comment main kuch bi pouch sakty ho . main jald sae jald uska jawab deny ki koshish karu ga. yeh ek asi tip hae jis ki madad sae main bi abi website ko renk karwa raha hoon.ek to yeh free tool hae uper sae google ka hae . matlab fully intrested hae .ap bi is tool ko lazmi use kary .apkaliye helpful sabit hosakta hae.Thanku

Thursday, 10 January 2019

What is DMCA |How protect your content from copyright

January 10, 2019 0

What is DMCA |How protect your  content from copyright

What is DMCA |How protect your content from copyright ager ap bi janna chahty hae .What is DMCA |How protect your content from copyright to bany rahy is post ky sath kio ky aj main apko isi bary main btany walla hoon ,Ky ap apny content ko copy hony sae kesy bacha sakty ho. kio ky apko pta hae boht sary log dusro ka content copy kar ky apni website par post karty hae. abb isi sae bachny kaliye main apko ek tareeqa btao ga jis ko istmal kar ky ap, boht asani sae apny content ko mehfooz kar sakty ho. Chlo jaan lety hae us tareeqy ko.

What is DMCA |How protect your  content from copyright
What is DMCA |How protect your  content from copyright

DMCA kiya hae

"Digital Millennium Copyright Act"
Jii ha DMCA ek asi website hae jis ko istaml karty hoye ap apny content ko copyrighter sae mehfooz kar sakty hoo. DMCA apko ek code deta hae jo html main hota hae apko simple usko copy karna hae or apni website main add karna hae. Read also>What is seo| how seo work full explain bus baqii sara kam DMCA website ka hae .  
What is DMCA |How protect your  content from copyright
what is DMCA| how protect your content from copyright

jab ap is website ko open karo gye to sub sae pehly ap isko sign-up/Registre kar ly .
Register karny ky baad ,sign-in kar ly or phir Badage par click kaar ky apna protection code hasile kary .
Code leny ky baad simple usko apni website yah blog main add kardy ,
Ager ap blogger par connect karna chah rahy hoo.
To code ky nechy apko add to blogger nazar a raha ho ga simple us par click kar ky .
apny blog sae connect kar ly ,apko simple click karna hae .
DMCA autometic apky blogger sae connect ho jaye ga.
Ab jab bii koi apki post/content ko copy kary ga to DMCA auto detect kar ly ga .Or ap simple DMCA ky dashbord main ja kar usko block akr sakty ho.
What is DMCA |How protect your  content from copyright
What is DMCA |how protect your content from copyright

Block karny ky baad wo apka content use nahi kar paye ga.
Yeh ek boht hi achi cheez hae ap bi isko apny blog/website main lazmi istmal kary.Taky ap bi apny content ko mehfooz kar pao.or koi bi spammer usko use/copy na kar paye.
What is DMCA |How protect your  content from copyright
What is DMCA |How protect your  content from copyright

Website

DMCA

Last

Ammed hae ky apko yeh post lazmi pasand aye gi . Ager post achi lagye to ek comment lazmi kar dena ,bus.Thanku

Wednesday, 9 January 2019

How to get new ideas to write blog posts

January 09, 2019 0

How to get new ideas to write blog posts

How to get new ideas to write blog posts. ajj hum is topic par baat karny wally hae.kio ky boht sary log blog to bna lety hae phir unko, posts likhny kaliye koi,idea nahi milta bus 2,4 posts likh kar,bus hojatii hae .abb unkaliye main ly kar aya hoon. kuch assi ways jin ky zariye ap asani sae new topic choose kar sakty ho.jis par ap apni new post likhny wally hoo,
 how to get new ideas to write blog posts

Best methods to get new ideas

Abb main ap sae share karny walla hoon .best methods to get new ideas to write blog posts. follow kro mery nechy diye gye points ko ,or daily basise par apny blog ko update rakho.

Websites to get new ideas

Quora

  How to get new ideas for blog post


Gii ha Quora ek assi website  hae .jis pr login hony ky baad ap boht asani sae yeh jaan sakty ho .ky log ajj kal kis cheez /topic ky bary main search kar rahy hae,Kio ky is website par log ,apny swalo ko post karty hae. ,or joo log unka jawab janty hae wo akar ,apni website ky posts ko unky comment main share karty hae . is tarha jawab bii dy diya jata hae. Or apni website par traffic bi lii jatii hae.is tarha backlink bi create hojata or seo bi hojati,What is seo ?,     

Reddit

 how to get ideas to write blog post

  Reddit bi same Quora ki tarha hi kam karta hae,matlab is par bi ap koi bi topic search kar sakty ho. ager apky zeehan main koi topic nahi .to ap simple ap isko open karo,or joo topic sub sae opper ho us par apny blog par post likh sakty ho. kio ky reddit main jis post par sub sae ziyada comments,or views hoon wo top py a jata hae ,or ager ap us topic par post likhty ho.

Suggestion

to hosakta hae ky apki wo post jaldi rank kar jaye,kio ky artical ka topic usi waqt apkaliye impotrent ho sakta hae. jab wo google main bi rank kary.apko seo friendly post likhni hogi ager ap any us topic ko rank karwana chahty ho,kio ky ager acha topic ho. phir usko achi tarha hi likhna pary ga,tabhi wo rank kary ga,How write seo friendly artical? or likho seo friendly artical.

Blogs

Blogs matlab dusro ky blog ko ja kar dekho ky wo kis cheez par posts likh rahy hae. ap uder sae bi apna ek topic choose kar sakty ho.lekin apko same unka hi topic copy nahi karna. apko apna alag sae us topic par keyword search karna hae,or us par post likhni hae.Ap ny sirf idea lena hae ky wo kiya new ly kar a rahy hae bus.Check my  blog

Newspaper 

Newspaper jii hae google par ap online newspaper read kar sakty ho.or dekh sakty ho ky kiya new cheez aii hae yah any wali hae . phir usko google kar ky us par puri post likh sakty ho,ziyada tar blogger yehi trick istmal karty hae. wo allag sae ghar par newspaper lagwaty hae or usko daily basis par read karty hae.us sae idea ly kar posts likhty hae.

Google trend

Jii ha google trend jo y ek google hi ki website hae . ap is par ja kar bi boht asani sae jo bi topic search karna chahy kar sakty hae free of cost.Yeh apko uski puri update dy ga . jessy searching ky is topice par monthly kitni searches ati hae.Matlab full seo btaye ga .Ap bi isko free main use kar sakty ho.google trend website

 How to get new ideas for blog post

Social media

Social media ek asa plat form hae jis par rozana koi new cheez add hoti hae . or kuch new dekhny ko milta hae,ap ny apni facebook yah twitter par boht sari assi posts dekhi hogni. jin main btaya gya hota hae. key ajj is company ny yeh cheez launch ki hae yah launch krny wali hae . ap is sae bi apni blog posts ka idea ly sakty ho,or posts likh sakty ho.best social media facebook

youtube

Youtube ka to apko pta hi hoga. ek boht hi baada platefrom hae. jis par log seconds main janny kitni videos update karty hae . jo ky unlimited topics par hoti hae .ap waha sae bi apni blog posts kaliye idea ly sakty ho,how make money from youtube ?

Comments

Ager ap pehly hi tech yah kisi bi toppic par posts likh rahy ho .or log usko read kar rahy hae to .Un posts ky nechy log apny kuch sawal bi chood jaty hae. jessy ager app blog ki seo par topiic likh rahy ho or logo ko blog ka nahi pta to wo us post ky nechy yeh zaroor comment kary gye what is blog? matlab ek pura topic ap is par post likh sakty ho.

Finall words

Ager apko in sub method ky baad bi koi problem hae. to ap mujy comment section main bta sakty ho.Main apki puri maddad karny ko tyar hoon.Thanku

Tuesday, 8 January 2019

how make money from shareit | full explain in urdu/hindi

January 08, 2019 0
how make money from shareit | full explain in urdu/hindi
how make money from shareit ager ap bi janna chahtyhae to yeh post apkaliye hae kio ky ajj main apko isi topice ky bary main btany wala hoon how make money from shareit.
  ager ap bi janna chahty hae ky  how make money from shareit to jurry rahiye humary sath ,

 how make money from shareit

how make money from shareit explain
Ap shareit sae kesy passy kma sakty hae ,gi hae yeh sun kar ap bi heeran reh jaye gye ky kuch din pehly share it jo ky ek software or mobile app hae data transfer kaliye ab ap us sae passy bi kma sakty ho.
,wo bi boht assan tareqqo sae,ager ap bi iss sae passy kmana chahty hae to nechy diye gye methods ko follow kar ky ap asani sae shareit sae money kma sakty hae ,ghar bethy,


Methods to how make money from shareit 
jii ha ab main apko kuch methods btany wala hoon jin ky zariye ap shareit sae passy kma sako gye ,
sub sae pehly to yeh jaan ly ky ap shareit ki jo offical website hae us par jaa kar iska account nahi bna sakty.
 kio ky waha sae ap sirf iss app/software ko download kar sakty ho ,to apko passy kmanay waly acccount bnany kaliye ek dusri website search kaarni hogi ,

how make money from youtube

website
Shareit wemedia 
is par click karo gye to ap us website par chaly jao gye,
Create account
ab website open karny ky baad apko iska account bnana pary ga,ager apka facebook ka account hae to ap us sae easily sign in kar sakty ho,
 how earn money from shareit

Ab simple login with facebook par click karoor sign in hojao account main.
 how make money from shareit
Sign in hony ky baad asa interface show hoga ,matlab apka account creat ho chuka hoga,ab ap is account ki fully settings kar sakty ho ,jessy ap chaho,Matlab name ,picture wagera ager change karna chaho to change kar sakty ho,
Upload videos
Abb apka account ban gya ab karty hae maan baat ,matlab make money ki ,ky ab ap is sae passy kesy kmao gye,to uskaliye apko home ky nechy post ka option nazar a raha hoga us par click karna hae or apni koi video ko upload kar dena hae,
 how make money from shareit
jab ap is par apni videos ko upload kardo gye to ,uski kuc setting karni hongi,
 how make money from shareit

 how make money from shareit
bus itni sii settings change kar ky apko end par publish par click karna hae or apni video ko publish kar dena hae ,
apki video upload karny ky foran baad hi publish nahi hogi ,wo pehly pending par jaye gi,matlab shareit ky log us video ko dekhy gye ,ager wo video orignal
 how make money from shareit

 hoi matlab apki apni bnai gai copyright nahi hoi to wo approve kar dy gye jis ky baad apki video purri tarha publish ho jaye i,or phir jeetny ziyada log apki video ko dekhy gye shareit utny passy apko dy gii,appki video pr jeetny ziyada click apki utni ziyada earning,
how withdraw making money from shareit 
Ap apny kamye hoye passy shareit sae kis tarha ly sakty ho,ager ap pakistan sae ho or pakistan main beth kar is sae passy nikalna chah rahy ho to namumkin hae.
 kio ky ap is main sae sirf paytm k zariye passy niklwa sakty ho ,jo ky pakistan main nahi hae,is liye ap india main kis dost ko keh kar withdraw karwa sakty ho ,kio ky paytm india main kam karta hae,
 how make money from shareit

how make money from shareit ammed hae ky apko yeh topic samj a chuka hoga Thanku.

Monday, 7 January 2019

how to earn money from youtube | full explain in urdu / hindi

January 07, 2019 0
how to earn money from youtube | full explain in urdu / hindi
how to earn money from youtube | full explain in urdu / hind jii ha aj hum baat karny wally hae how to earn money from youtube ,ager apko nahi pta ky how earn money from youtube to bany rahy is post ky sath kio ky ajj hum isi topic par baat karny wally hae,ky how to earn money from youtube,
 best way to earn from youtube

What earn money from youtube are real or fake explain

Boht sary logo ky zahan main yeh saawal hota hae ky kiya youtube sae bii bhala passy kmaye jasakty hae,sirf video upload ki or passy kma liye,jee haa bhai video upload kar ky passy kmaye ja sakty hae,ager ap ko yaqeen nahi a raha to google py ja kar serach kary ,logo youtube sae monthly lakho kma rahy hae,ager ap bi kmana chah rahy hae youtube sae passy to pehly is ki puri jankari hassal kar ly ,phir hi start kary,youtube par kam kar ky logo apni life hassi khushi guzar rahy hae,itny passy deta hae youtube,
youtube video ky passy nahi deta balky us par ads lga kar ap kma skty ho,isky bary main next baat karty hae,

Methods how to earn money from youtube 

Ager ap bi youtube sae passy kmana chah rahy hae to in tareqo ko apna kar ap apny channel sae passy kma sakty ho,pehly apko in tareeqo par ammal kar ky kam karna hoga phir ja kar ap is sae passy kma sakty hae,

Topic

Sub sae pehly apky pass ek topice hona chahiye matlab ap jis topic par apni videos ko bnao gye (tech,fashion,food,games,cocking,travel,vlog etc) ap apni marzi ka koi bi ek topic choise karo or us par research start kardo,or jab apko yaqeen hojaye ky ap is ky bary main dusro ko bi kuch na kuch bta sakty ho to ,phir us par videos bnao ,or youtube par apna ek channel bnao,or wo videos apny channel par upload kardo,

Channel

Ager apko youtube channel nahi bnany ata ,to preshan mat hoo,main apko smja deta hoon ky youtube par apna ek channel kesy bnaty hae,
 how make youtube channel

sub ae pehly google par youtube serach kro ,or uski offical website open kro,phir right-side par upper sign-in ka option nazar a raha hoo ga us par click kar ky apny gmail account sae login ho jao,
 how make youtube channel
jab ap login ho jao gye,to apko picyure main nazar a raha hooga 0subscriber matlab channel ban gya hae,yeh us name sae bna hae jis par apka gmail account haae,lekin ager ap kisi alag name sae bnana chahty ho to
 how make youtube channel
left side par apko home ky nechy My channel par click akrna hoga,
 how make youtube channel
is type ka interface nazar aye ga ,to simple ap jis name sae apna youtube channel bnana chahty ho wo name type kar ky create channel par click kar dy,
 how make youtube channel
Ab apka channel ban gya hae ,ab is par ap apny hissab sae channel art ,logo,discription edit kar sakty ho ,bus or phir videos upload or apka channel complete ,

Videos upload                                                                                                                         

ab apko achy achy content par videos banani hogi ,or upload kar ni hogi ,jitna acha content hoga utni hi jaldi apka cahnnel monitize hojaye ga ,or ap passy kma pao gye, 

Best way to earn money from youtube 

Jab apka channel ban gya videos upload hogai ,ap bari hae earning ki ,ab apko google adsense par ek account bnana hoga or usko apny channel sae conect karna hoga ,jis ky bad jab apka channel monitize hojaye ga to ,google adsense apko allow kardy gya ky ap apny channel par adense ky ads lga kar passy kma sakty ho,
How create adense account?
Google adsense search kary or uski site par ja kar simple signup par click kary
 how make adsense account
signup karny ky baad apny channel ka link or nchy apna gmail account jis par apka channel bna hoa hae,
 how make adsense account

bus is main apny channel ka link or apny gmail ko add kary or end par done par click kar ky adsense account bna ly ,

Youtube condition to earn money from youtube

youtube sae passy kmany kaliye apko uski kuch condition par pura utrna hoga jis ky baad hi ap iss sae passy kma sakty ho,

  • Original content
  • Not copyright
  • 1000 subscriber  ek saal main
  • 4000 hours time in one year

Bus is ky baad hi apko youtube sae passy milna start hongye,
ameed hae ky apko yeh post samj main a gai hogi ager agai hoo to ek comment lazmi kar dena,Thanku