Saturday, 5 January 2019

How to make money blogging | full guide in hindi / urdu

January 05, 2019 0
How to make money blogging 
How to make money blogging jii ha ajj hum baat karny wally hae make money blogging key barry main ,ager ap bi janna chahty hae ky How to make money blogging to yeh post apkaliye hi hae kio ky ajj is post main apko make mony blogging ky bary main full guide karny wally hae,

 how to make money blogging

Short motivate make money blogging 
ager ap yeh soch kar blogging main a rahy hae ky ap is par bagair kam kiye yah kuch bi kiye ap monthly lakho kma loo gye to ap bilkul galt soch ly kar aye hoo,kio ky blogging ek aesi cheez hae jiss par apko apni life ky qeemti time main sae kuch time dena ho ga,kio ky apny suna hii hoga "mehnat ky bagair kuch bi mumkin nahi" same yaha par bi apko booht sarri mehnat karni hogi,boht sary log sochty hae ky internet par kam karna boht asan hae ,hum bi bagair kuch kiye is sae passy kma ly gye ,lekin yeh bilkul bi mumkin nahi hae,ager ap ky pass kisi cheez ky baary main thora sa bi ilm hae to ap blogging kar sakty ho,kio ky yeh ik aesa platform hae ,jaha bagair intrest ky kam karna boht mushkil hae,is liye ager ap bi blogging karna chah rahy hae to sirf us cheez ky bary main blog likhy jiss main apka intrest hae,intrest ky bagair ap yaha kuch bi nahi kar sakty,is liye blogging mainn soch samj kar hi qadam rakhy,

how much make money from blogging 
Jii ha how much make money from blogging matlab ap blogging sae kitna kma sakty ho,ager ap blogging main dil sae kam karty ho matlab hard work to ap is sae apni soch sae bi ziyada kma sakty ho,kio ky ap is par jitna ziyada kam karo gye yeh apko utna hi return kary ga matlb passy dy ga,ager ap is par sirf passy kmany ki hi gharrz hae aye hae to ap blogging sae kuch bi nahi kma sako gye,kio ky apki soch sirf passo par hogi ,or ap kabi bi acha content nahi likh paoo gye,matlab acha kam nahi kar paoo gye,ager ap apny ilm ko ider share kro gye or sirf passa kamany ki garz sae kam nahi karo gye to ap blogging main boht agye tak ja sakty ho,Blogging sae log lakho monthly kma rahy hae ,lekin wo axha content bi dy rahy hae,wo hard work kar rahy hae,ager ap bi hard work karo gye to ap bi lakho kma paoo gye,lekin baat sirf hard work ki hae,

How find niche/topic to make money blogging 
yeh sub sae main baat hae isky barry main ,main uper bi explain kar aya hoon,kio ky jab tak apky pass ek acha niche/topic nahi hae ,tab tak ap kuch bi nahi kar sakty,ager ap kisi ko dekh kar blogging start karty ho ky bhai wo is topic py blog likh kar monthly lakho kma raha hae kio na main bi monthly lakho kmao,bhai aesa nahi chalta ,ho sakta hae usky pass us topic ky barry main boht ziyada illm ho ,usky pass uss topic ki puri jankari ho,lekin apko us topic ky bbarry main pta hi nahi,or bus us ko dekh kar blogging start kar di ,bhi aesa nahi chalta ider ,ap usi waqt achy sae blogging kar sakty ho jab apky pass apny topic ky barry main full jankari ho,or boht ziyada search ho,ager apka kisi bi chheez main thora sa bi intrest hae to ap us par blogging kar ky kuch na kuch kar sakty ho,bagair inttrest ky ap bekar ho blogging main,isliye blogging main any sae pehly ek acha sa niche/topic choise kro,
iska sab sae behtar hal yeh hae ky ap google py jao,or waha jis cheez main apko intrest hae wo search kro or dekho us par log kiya kam kar rahy hae
 hoe to make money blogging
dekho log kis tarha apky passion ko search krty hae ,phir us par kam start kardo ,


Best Method to make money from your Blogging 
Blogging sae passy kmany ky boht sary method hae jin ko main ek ek kar ky explain karta ja raha hoon,
Affliate Marketing
Affliate marketing pehla tareqa hae jis ki madad sae ap apny blog sae achi khasi earning kar sakty ho,is main hota yeh hae ky koi bi new company apny products ko bachny kaliye ek program lauch karti hae jis main usky products bechy waly ko us product main sae half price di jati hae ,matlab ager koi new compny launch hoi hae or wo apny products directly to apko nahi dy sakti lekin kuch method apko btati hae jis ki madad sae ager ap unka ek bi product sell karty hae to wo company apko commession dy gi ,
 make money blog
ap simple google par search kar sakty hae ,affliate marketing websites ,or waha par ja kar apna account bana kar simple unki products sell kar sakty hae,
Adsense                                                                                                                                            Jo dusra method hae wo hae cpc(cost par click) matlab ads ,je ha ap apny blog ko onitize kar ky adsense ky sath apny blog par adsense ky ads lga ga us sae earning kar sakty hae,yeh bi ek boht zabardast method hae,ap jaye apna blog bnaye posts likhy ,adsense ka account bnaye or monitize kaliye apply kary ,ager apki website adsense ki polices ko pura karti hoii to wo ads ko enable kar dye gye ,or ap apny blog par ads lga kar earning kar sakty ho,
Adsense polices       
  • good content
  • copyright content na ho
  • apka domain(www.example.com) top level ho
  • daily posting hoti ho
  • (about us,contact us privacy policy )pages majood hoon

Sponsored posts
sponsored post ka matlab dusru sae passy ley kar unki posts ka link apni post main dalna ,matlab ager apka blog ranked hae popular hae ,or kafi traffic ati hae ,to log ap sae kahy gye ky unka bi post apki blog main add ho ta ky unka nlog bi rank ho or ziyada traffice aye ,is liye ap unki post apny blog par laga kar un sae passy ly sakty ho ,sponsored post full post nahi hoti ,sirf ek image hoti hae jis main unki website ka link hota hae,ager koi bi shaks us image par click karta hae to wo unki webste par redirect ho jaye ga .

ap blogging sae boht passy kma sakty ho lekin mehnat kar ky,
ameed hae ky apny yeh ppost enjoye ki hogi ,kio ky is main mainy kafi kuch apsy share kiya ,ager post achi lagye to comment main apna blog link choot jana main zarur visit karu ga,Thanku

what is seo and how it works full explain in hindi/urdu

January 05, 2019 0
what is seo and how it works full explain in hindi/urdu
what is seo and how it works full explain in hindi/urdu ajj hum isi topic par baat karny wally hae.
ky what is seo and how it works full explain in hindi/urdu,ager ap bi janna chahty hae ky seo kiya hae .
or yeh kis tarha kam karti hae to bany rahy hmari post ky sath ,ajj hum issi baat ko SEO fully explain kary gye  urdu/hindi main,
 what is seo

what is seo?
Seo abbrivation hae (Search engine optimization) Seo ek aesa system hae.
jis ki maad sae ap apni website/blog ko google main easily rank karwasakty ho .
or apki blog google main 1st page par rank hosakti hae,SEO ek free methode hae jo ky boht sary tariqu sae ki ja sakti hae,
wesy to Seo ki stragity ko samjna impossibale hae ,lekin kuch log social tariqu sea apni blog /post ki seo karty hae

Backlink SEO
Backlink seo ka matlab hae ky ap apny social media main ager ap apni blog yah post ka link daalty ho to wo bi seo main apko kafi help karta hae,Seo ka assal matlab hi rank hae ky ap apni post yah blog ko kis tarh arank karwa sakty ho,wesy to Seo ki stragity ko samjna impossibale hae ,lekin kuch log inhi tariqu sea apni blog /post ki seo karty hae,

How it works full explain in hindi/urdu detail
seo ki madad sae ap apni post/blog yah phir kisi bi cheez ko google main asani sae ranlk karwa saky ho,lekin uskaliye apko apni post hi is tarh alikhni hogi ky google asani sae usko read kar ky google main show karwa saky,
jessy,
ager ap kisi post ki seo karna chah rahy hae to uskaliye apko
pehly ek keyword choise karna hoga jiss ki ap seo kar ky rank karwa sakty hao,
Jessy ky ap in method ko use kar sakty ho,

1st keyword Post title main
ap jis  keyword par post likh rahy hae  wo  keyword post titile main zarur daly ,

post heading mian
 what is seo

jo post ka title hae usko copy kar key ap us ki hdaing bi bna sakty ho,kio ky us main  bi wo keyword majood hoga jis ki seo jarna chah rahy ho,

post ki subheading main
 what is seo

ab post ki sub heading main apny keyword ko 2 dafa type kary kio ky is sae uski seo achy tariqe sae ho paye gii,or ap post ko easily rank karwa sakty ho,

pictures links
 what is seo

apni post main  kam sae kam 4,5 pictures zarur add kar ly or un pictures ky link change kar ky apni blog ka link dal dy .
kio ky jab bi koi apky keyword ko search kary ga ,ager apki post show nahi ho rahi to apki picture "image: section main zarur show hogi .
or ager koi banda us picture par click karta hae to wo sida apki blog main aye,is tarha ap apni pictures sae apni post ki Seo kar sakty ho,

Internal linking
 what is seo

apni post  main apni dusri posts ky link bi lazmi dally kio ky is sae bi apki seo main azafa hoga.
or istarha app internal linking kar sakty ho ,ager ap ek post ki kam sae kam 10 bar internal linking karty ho dusry post main to apki wo post zarur rank kary gi.
kio ky ap jitni baar usko show off karwao gye google utni hi assani sae apki post ko capture kary ga ,or jab apka keyword google main search hoga to wo apki post ko zarur show kary ga .
ON-PAGE par,boht sary blogger internal linking ki maadad sae hi apni blog/post ko rank karwaty hae,


 what is seo
Jab bi ap google main kuch bi search karty hae jo bi website apko 1st nazar ati hae .
wo SEO ki waja sae hi hoti hae ,kio ky uski seo hi kuch is tarha ki gai hoti hae .
ky wo 1st page par rank kar saky
is tarha ap apni post ki SEO kar sakty ho free main ,
ager ap janna chahty hae ky ek seo freindly artical kesy likhty hae to uski makamal detail is post main hae.

How write seo friendly artical

Ager apko post ki samj lag gai ho to ek comment lazmi kar dena ,Thanku

Friday, 4 January 2019

what is a blog ? | How to start a blog in 2019 | full guide

January 04, 2019 0
what is a blog ?  | How to start a blog in 2019 | full guide
what is a blog | How to start a blog in 2019 | full guide ajj hum isi topic par baat karny waly hae ky app  How to start a blog in 2019 free ,ager ap bi janna chahty hae to iss post ko last tak lazi read karna kio ky ajj ain apky sath boht saari tricks ko share karny wala hoon,to ab start karty hae ky  How to start a blog in 2019,or sekhty hae.


 what is blog?



what is a blog? 
blog ek website hi hoti hae ,lekin is par hum apna ilm share karty hae ,jis ko log akar read karty hae,
iss waqt google par lag bag 1 million sae bii ziyada blog hae ,joo daily bharty ja rahy hae,blog boht sari types ky hoty hae ,jessy:
topics:

Fashion
games
tech
food
sports
daily life
nature
animals
reviews
gadate

yeh sub wo topics hae jo abi is waqt up-level par hae,log in par apni raye likhty hae ,or jo log inko pasand karty hae wo akar inko readm karty hae ,ap  is sae passy bi kama sakty hae ,free main ,lekin pwhly apko ispar boht mehnat karni hogi ,jiss cheez main ka shoonq hae ap us par blog likh sakty hae jo ky ek better hae ,ameed hae ky blog ki samj a gai hogi,

How to start a blog in 2019 explain
Niche/topic:
 what is blog? | how to start blog in 2019

blogging main any sae pehly apko ek topic choise karna pary ga ,jiss par apko sub sae ziyada greeft hae matlab usky barry main boht ziyada illm hae,kio ky jab tak apky pass ek acha topic nahi ho ga ,to ap kabi bi ek successful blog start mahi kar sakty ,main to yehi kaahoo ga ky apka jis cheez main intrest hae wo bhala kuch bi hae usi par blog start karo ,phir hi ap kamyab ho pao gye,ager apka intrest nahi hae or ap sirf dusru ko dekh kar blogging start karna chah rahy hoo ,to ap bilkul galt ho ,kio ky tum asa kar ky kabi kamyab nahi hosakty,bus ek yah do month post likho fye phir chooti,isliye blogging main any sae pehly apky pass ek acha sa topic hona chahiye.

Topic study:
 what is blog?

ap ager 2019 main blog start karny ky bary main soch rahy hae ,to pehly apko yeh pata hona chahiye ky ap ka illm us topic ky baary main kitna hae jis par ap blog start karna chah rahy hae ,kio ajj ky door main blogging main boht ziyada competition a gya hae ,har banda bloging ki tarf a raha hae,isliye blog start karny sae pehly us topic ky bary main puri janqari hassil kary jis par ap blog start karna chah rahy hae.

Theme/template:
Blog bana leny ky baad apko ek achi sae theme choise karni hogi ,jo apky blog ko dusry ky blog sae diffrent bna dy,is sae apki blog ki tarf log aye gye ,kio ky log us cheez ki tarf jaty hae jis ki show/design acha ho ,ap apny blog ko jeetna attracrive bna sakty ho bnao,kio ky is main apka hi faida hony walla hae,ager ap achi theme download karna chah rahy hae free main  to necchy link par click kar ky asani sae download kar sakty ho,

best free blogger templates

Take time:
 what is blog?

ager ap soch rahy ho ky blog start karny ky baad ap sirf 20/25 post likh kar phir month wait karty ho unky rank hony ka to ap galt hoo ,kio ky ap is tarha kabi bi rank nahi ho sakty ,jab tak ap apny blog ko daily basses par time nahi do gye,apko apny blog par daily content upload karna hoga ,or uski degar settings ko dekhna hoga khiyal rakhna hoga kahi ghar baar na hojaye,ager ap apny blog ko time nahi do gye to ap ek kamyab blogger nahi baan pao gye,or ager ap daily apny blog par posts share kar rahy ho to ameed hae ky ap ka blog jaldi rank kar jaye,or apka blog google ki rank main ajaye,isliye apko apny blog par daily time dena hoga,

Prmotion
 what is blog

Ab apko apny blog ko prmote karna hoga ,jo ky ap boht sary free or passy dy kar kar sakty ho,free main ap apni facebook.whatsapp.twitter or digar social media par apny blog ky name sae page bna kar easily promote kar sakty ho,or ager ap ziyada prmote karna chahty hae to apko fiver par boht sary asy log mil jaye gye jin ko passy dy kar ap apny blog ko prmote kar sakty ho yah phir khud apna account bna kar diffrent sides par ads ky zariye prmote kar sakty jo ,jessy:
pro website:
                          1:google adword

Powerful profile:
 what is blog? | how to start a blog in 2019 | full detail

POWERFULL PROFILE  ka matlab ap apni ek asi profile bnao ky boht sary log ap ky sath connect ho yani apko follow kar rahy ho ,unko ap par itmaad hona vchahiye ,jis ki maddad sae ap pny blog ko prmote/rank/high traffic.ly sakty ho,jssy youtube par jo populer log hae wo apny channel par apni websites ko show karwaty hae ta ky jo usy views hae wo us website ko zarur visit kary ,is sae unki traffice bharti hae or unka ek name banta hae,

                                                                  END

Ameed hae ky apko yeh post pasand ai hogi ager post achi lagye to ek acha sa comment lami chood jaye,Thanku
Abb next hum iski seo ki baat kary gye,so ready

Thursday, 3 January 2019

how to create blog on blogger in hindi

January 03, 2019 0
how to create blog on blogger in hindi
how to create blog on blogger in hindi.ager ap bi janna chahty hae ky how to create blog on blogger in hindi to yeh post apkaliye hi hae kio ky ajj hum yehi janny gye how to create blog on blogger in hindi free ,to banny rahy is post ky sath or janiye how to create blog on blogger in hindi free main full detail ky sath urdu main.
 blogger logoWhat is blogger ?
blog banny sae pehly apko is baat ka pata hona chahiye ky akhir blogger iya hae,
blogger ek asi website hae jis par,ap free main apna blog/website bna sakty hae.ager ap dusri websites yani (wordpress,wix) jessi to apko hosting or domain buy karna parta hae ,lekin blogger par asa koi masla nahi hae ,kio ky blogger apko hosting or domain free of cost frahaam karta hae,
is par app apni marzi sae jessa chahy blog bna sakty ho,or free main earning kar sakty ho,
bus yehi hae blogger.or abb hum jannny gye how to create blog on blogger wo bi free main,
Explain how to create blog on blogger in detail
Method for blog create:
1
pehly to app google main ja kar (www.blogger.com) search kro or iss page par ajao.simple
any key baad top right side par apko (sign-in )ka option nazar a raha hoo ga uspar click karo
 how create blog on blogger

2                                                                               
 how to create blog on bloggersimple sign-in par click karny ky baad ap apny gmail account ky sath login ho jaye.ager apka gmail account sign-in hae to its ok.or agye dekhy .or ager sign-in nahi hae to nechy pic ko dekh kar sign-in kar ly ,or ager apka gmail account nahi hae to nechy use another account py click kar ky new account bna ly boht asani sae.


                                                                                                                                                                      
                    sign-in hony key baad apky pass ek asaa inter face dekhny ko mily ga.                                                   

 how create blog on blogger
is main app jiss name ka blog profile bnana chah rahy hae ,wo name type kar dye jessy (hellow,name) wagera,ager ap professional blog bnan chah rahy hae to same wohi name type kary jo ap chah rahy hae,yeh name sirf ap ki blog detail py show hoga ,jessy facebook par profile hoti hae same blogger par bi bandy ki profile hoti hae,bus yehi jo name ap yaha type kary gye wo apki blog profile py show ga,iss ka koi faida to nahi hae bus formality puri hoti hae, ameed hae samj a gai hogi.

                                                                                                                                                 
abb ap ny apni profile bi bna lii ,    or abb bari hae blog create karny ki ,ab hmara main step start hota hae, 
                                                                                                                                            

 how create blog on blogger
picture main app dekh sakty ho ky ap ko 2 jagha par create blog or new blog ka option show ho raha hae ,ap kisi bi ek par click kar ky blog create kar sakty ho,abb simple ap ny create new blog par click karna hae ,or next a jana hae,

5                                                                                                                                                          ab apky pass kuch aesa interface show hoga ,is main hmara main kam start hota hae ,matlab is main ap apni blog/website ka name choise kro gye jo app rakhna chah rahy ho,     


 how create blog on blogger
picture main mainy khud sae farzi name put kiye hae samjhany kaliye,ap wohi name type kro gye jo ap apny blog ka rakhna chah rahy hae, or name ky baad nechy ap uska domain type kro gye jis name/cheez par ap apna blog bna rahy ho wohi name nechy type kary,ager wo avaliable hoa to wo blogger apko bta dy ga or ha ager wo doamin avaliable na hoa to apko name change kar ky dubara try karna hoga,yehi iska domain hoga jesyy ky(www.shahzadch.xyz) .or inn sab ky bad  apko nechy theme ka option milta hae ,ap apni marzi ki theme select kar sakty ho yah phir google sae boht achi themes mil jati hae waha sae download kar sakty ho yah phir themes free download par click kar ky download kar sakty ho.

6  
bus hmara kam khatam apka blog ready hae,abb ap is main achi achi posts daal kar is sae earning bi karsakty ho,ager ap seo friendly posts lkhty ho to wo boht jaldi google main rank hojaye ga or ap ka blog google main rank kar jaye gae or ap ziyada earning kar pao gye, ,ager ap janna chahty hae ky seo friendly posts kesy likhty hae to nechy click kar ky asani sae jaan sajty ho.
 how create blog on blogger
to ajj hum ny jana how to create blog on blogger free main,
bus ajj ki post ider hi end karty hae,ameed karta hoon ky apko post pasand aye gi ,ager post achi lagye to ek comment lazmi kar jana,or apny dosto ky sath lazmi share karna,Thanku.
also read other articals:
5 best blogger templates

Saturday, 15 December 2018

how to take screenshot in pc

December 15, 2018 0
how to take screenshot in pc
ager ap bi apny pc par screenshoot lena chah rahy hae or apko nahi pta how to take screenshot in pc to bany rahy is post ky sath kio ky ajj main apko btany ja raha hoon how to take screenshot in pc wo bi bikul free main bagair kisi software ky .

Method how to take screenshot in pc 
is kaliye apko karna kiya hae bus apny pc ky keyboard sae sirf 3 button press karny hae or ap boht asani sae apny pc par screenshot ly saky gye.
apko apny keyboard sae ek hi dafa press karny hae to apki screenshot ho jaye gii ,bilkul free main,
Ameed hae ky apko trick samj main a gaii hogii ager samj lag gaii ho to please ek axha sa comment lazmi chood aye or apny dosto ky sath is trick ko lazmi share kry,Thanku

Thursday, 13 December 2018

best blogger seo settings

December 13, 2018 0
best blogger seo settings
best blogger seo settings ager ap bi jannna chahty hae ky hum apny blogger main best blogger seo settings kesy kary jis sae apki traffice bi increase ho .to bany rahy is post ky sath kio ky aj main apko is post main yehi btany ja raha hoon ky ab best blogger seo settings kesy kar sakty hae apny blogger main , tu bina waqt ziya kiya start kar lety hae.

 best blogger seo settings

Explain best blogger seo settings with images
Screenshots
best blogger seo settings
Firstly apko apny blog kaliye ek title jo ap rakhna chahty hae wo choise kar ly ,or nechy description jo sirf 100 words par shamil honi chahiye write karni hae jo ky google search main apky blog ko explain kary gi .

 best blogger seo settings
title or description ky baad apkaliye zaruri hae ky ek acha sa domain khareedy .jo ky apky blog ki search main boht hi ziyada kardar ada karta hae .ap Koi bi domain khareed sakty hae or nechy third party py click kar ky apna custom domain attach kar sakty hae. domain kesy attach karna hae apko sub explain blog khud karta hae .

 best blogger seo settings
isky baad apko apni post ki setting krni hae matlab blog ap sae puchy ga ky ap apny email sae post karna chahty hae matlab apjo bi post kary gye wo apki email ki id show kary ga ky is bandy ny post ki .isliye ap apni is setting ko disabled kar dy to best hae.

 best blogger seo settings
meta tags main ap apny blog ky tags yah description likh sakty hae.jo ky apki google main search main madad kary ga.yeh bi ek best blogger seo settings main shamil hae.

 best blogger seo settings
screenshot main ap dekh sakty hae ,or ap apny google console matlab google webmaster sae connect kar ly jo ky apki blog ki structure google ko dy ga or apki goole main search 90% isi ki waja sae show hoti hae ,kio ky ap is main ja kar apni sitemap ko add karty hae ,jo ky google ko apki blog ki map deta hae ky is main kiya kiya hae .konsy pages wagera hae.yeh bi best blogger seo settings main ahm hae matlab 100% ahm hae.

 best blogger seo settings
robots.txt ki bi setting boht ahm hae ,screenshot main dekh sakty hae ek code likha gya hae wo main apko nechy dey deta hoon ap copy kar yeasily apny blog main add kar sakty hae.robot.txt apki blog ki structure google o deta hae ,ap khud sochy ky ager google ky pass apki blog ki structure hi na hogi to wo usko search engine main kesy show karwaye ga isliye yeh bi best blogger seo settings main shamil hae,bus ajj ki tip yahi end karty hae ,
Ammed hae ky apko yeh post passand aii hogi ,ager yeh apkaliye helpful sabit ho to please ek comment lazmi kar dena or is tip ko apny friend ky sath zarur share kary.Thanku



CODE


User-agent: Mediapartners-Google
Disallow:
User-agent: *
Disallow: /search
Allow: /
Sitemap: http://example.blogspot.com/feeds/posts/default?orderby=UPDATED




how write seo friendly articals

December 13, 2018 0
how write seo friendly articals
Ager ap bi janna chahty hae ky how write seo friendly articals to befikar rahy kio ky aj main apko is post main  yehi btany ja raha hoon ky how write seo friendly articals in blog and websites.to bany rahy hmari post ky sath ager ap janna chahty hae how write seo friendly articals.
to bagair kisi waqt ky zaiya kiye hum start kar lety hae .or janty hae ky how write seo friendly articals in blog.

 seo friendly articals

  Explain how write seo friendly articals in details
Aj is main ,main boht sari seo tips ko cover karny wala hoon .to 1 by 1 start krty hae.
1)Title
 how write seo friendly artical

Tu sub sae pehly apko apni post kaliye ek acha sa title chose karna hae .ap jis topic par artical likhna chahty hae usko google kar ly ,Yah boht sari free websites hae jis par ap apna topice likh kar uski google rank or searches check kar sakty hae. jis main semrush.com jesi websites mil jati hae.ap is par ja kar free main apna topic chose kar sakty hae.
apky title main apka main keyword zarur hona chahiye.jessy ager ap seo par artical likh rahy hae to apky topic main SEO word lazmi hona chahiye.
2)Content
Jo cheez dusry num par hae wo hae apka content ,matlab apny aesa content likhna hae jis main ager wo 500-1000 words ka hae to us main kam sae kam 10 bar apka main keyword lazmi shamil hon achahiye.jessy kam sae kam 3 bar first peragraph  main or 2 bar 2nd peragraph main hona zaruri hae.
Ap apna title bi keyword ki tarha istmal kar sakty hae.
content kafi acha hona chahiye .
3)Image
main apko suggest karu ga ky ap apny content main kam sae kam ek image zarur istmal kary .kio ky yeh bi apky artical ko google main rank karwany main boht ahm kardar ada karti hae,
jessy ap screenshoot main dekh sakty hae.
 how to write seo friendly articals
jab bi ap google main kuch search karty ho to waha image ka option show ho raha hota hae.ager ap apny articals main image add kar ky waha apny blog ka link dy dety hae to 90% chances hae ky apka blog rank kar jaye ga .or apka artical bi.

 how write seo friendly artical
2 pic main ap dekh sakty hae alag alag pic ky nechy apni apni website ka link diya hoa hae jo ky ek keyword ky toor par istmal ho raha hae, ager koi bi in images par click karta hae to wo direct uski website par redirect h jaye ga.

Ab to ap jaan hi gaye hongye ky image apky artical ko rank karwany kaliye kiti importent hosakti hae.issi liye ap bi ager apni post yah artical ko  seo friendly articals bnana chahty hae to images zarur istmal kary.

4)Description
 seo friendly artical

abb bari ati hae description ki ky ap apni post ki description kesy likhy .asal main description ka hmari post main kaam kiya hae .Pehly screenshots dekh ly ,phir baat karty hae.
 seo tips
hum jo bi description main likhy gye wo hmari post ky nechy show ho raha hoo ga ,ab description 
main  bi apky kam sae kam 2 keyword lazmi hony chahiye.ager ap ko nahi pta lag raha ky description kesy likhy to simple apni post ky 1 peragraph ko copy kar ky description main dal dy is main apka sub kuch cover ho jaye ga.or yeh apky artical ko seo friendly articals bna dy gii.



5)Tags
 seo freindly articals

tags bi apky articals ko rank karwany main boht helpful ho sakty hae isliye  ap apny artical main sirf wohi tag use kary jo apky artical sae match hoty hoon.yah phir google kary apny artical ky title ko or jo first py post show ho usky tags copy kar ky apni post main dal dey,or main baat apna title apny tag main zarur istmal kry apkaliye faidy mand sabit ho sakta hae.or apky artical ko seo friendly articals bna dy gye,
ajj hum ny sekha how write seo friendly articals boht hi sada tariqy sae,

Bus yehi par ajj ki post ko end karty hae,ager yeh post apkaliye faidy mand sabit ho to pleas ek comment lazmi kar dy or is post ko apny dosto ky sath lazmi share ky .Thanku